Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar - Yeh Hai Geeta Ka songtekst
Je score:
aa~ karmanye wadika raste maa phale shukla jan karam kiye jaa phal ki ichha mat kar aye insaan jaise karm karega waise phal dega bhagwaan yeh hai geeta ka gyan - 6 karam kiye jaa phal ki ichha mat kar aye insaan jaise karm karega waise phal dega bhagwaan yeh hai geeta ka gyan - 6 iss prani ka kashta durr karo maharaj yeh kaun hai devi kya kashta hai isse roopchand hai reshamwala kapde ka vyopari bees baras tak saath rehkar bhaag gayi iski naari aur agar woh saath mein rehti marr jaati bechari pati dev ke mann bhaai thi baala ek kanwari pati bana patni ka dushman sankat mein thi jaan jaise karm karega waise phal dega bhagwaan yeh hai geeta ka gyan - 6 gurudev iss kanya ka mukhada toh bhola bhala hain kintu kintu kintu kya mrugnaini ke chanchal baala mann mein liye udaasi dukh ke andar dabi hui hai sukh ki hai abhilashi kisike ghar ki raajkumari bani kisiki daasi majboori ke aankh mein aansu palken phir bhi pyaasi pal pal dhoye armaanon ke gangajal se traan jaise karm karega waise phal dega bhagwaan yeh hai geet ka gyan - 6 aap toh gyani hai antaryaami hai batayiye na maharaj kya devi kaunsi duwidha aapki charnon mein inn ko le aayi kis chinta mein magan hai dono kyon aankhen pathraai yeh mare hue hai ya jeevit yeh marnewale hai devi inka ant nikat hai tathasthu in dono drushto ne milke kaisi chaal chalaai ek kansa mama ban baitha ek duryodhan bhai krishna kans ka todega phir kalyug mein abhimaan jaise karam karega waise phal dega bhagwaan yeh hai geet ka gyan - 6 haay gurudev yeh main kya dekh rahi hu jinke darshanon ko duniya tarasti ahi swayam darshan dene aa rahe hai pahucha hua hai saadhu kya kya chamatkar dikhaye bholi janta bole ishwar roop badalke aaye yeh janta ki bhul hai devi yeh mahapaapi hai ghor apraadhi ved shashtro ki bhasha yeh dhongi kya jaane yeh pooja karwaye apani prabhu ko kya jaane yeh saadhu ke bhes mein daaku roj pakhand rachaye rishiyon ko badnaam kare santon pe daag lagaye din mein daake daale paapi raat mein katal karaye sach bole sanyasi iska kabhi na ho kalyan jaise karam karega waise phal dega bhagwaan yeh hai geet ka gyan - 6 karam kiye jaa phal ki ichha mat kar aye insaan jaise karm karega waise phal dega bhagwaan yeh hai geeta ka gyan - 6