Udit Narayan

Udit Narayan - Maine Soch Liya songtekst

Je score:
maine soch liya - 2

kutch bhi ho yaar 

main toh karunga tumse he pyar

maine soch liya - 2

kutch bhi ho yaar 

main toh karungi tumse he pyar

maine soch liya - 3



bas kutch din ki yeh judaai hain 

bas kutch din ki yeh duri hain

phir mausam milne ka hain

phir har lamha sinduri hain

kya haal batau is dil ka 

main tumse kutch na keh paau

itna bechain kiya tumne

ek pal bhi dur na reh paau

maine soch liya - 2

kutch bhi ho yaar 

main toh karungi tumse he pyar

maine soch liya - 3



hotho se maine kutch na kaha

bin bole sab kutch bol diya

teri chahat ka najrana de 

tune mujhko bemol kiya

na toh aaisi rang raliya thi

na toh aaisi rut aayi thi

tumse milne se pehle toh

mere jeevan mein tanhai thi

maine soch liya - 2

kutch bhi ho yaar 

main toh karunga tumse he pyar

maine soch liya - 2

kutch bhi ho yaar 

main toh karungi tumse he pyar

maine soch liya - 3
Vind dit lied op:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Auteur: ?

Componist: ?

Publisher: ?

Details:

Taal: languages.ay

Deel je mening

Dit formulier wordt beschermd door reCAPTCHA en de Google Privacy Policy en Servicevoorwaarden zijn daarbij van toepassing.

0 Reacties gevonden