Udit Narayan
Udit Narayan - Aao Milke Gaayen Aisa songtekst
Je score:
Aao Milke Gaayen Aisa Gaana Surila Aur Suhana Jis Mein Sirf Pyaar Ki Mithaas Ho Humne To Hai Seekha Gun Gunana Hamesha Muskurana Jabse Tum Hamare Dil Ke Paas Ho Tum Aur Hum Gaaye Sargam Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki Tum Aur Hum Gaaye Sargam Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki Subah Ke Ujale Hai Woh Pehle Shaam Ka Andhera Reshmi Hai Muskurati Aankhon Se Jo Dekho Duniyan Mein Kahan Koi Kami Hai Jo Halka Ho Yeh Mann Jo Hum Rahein Magan Har Ek Ruth Lagegi Hum Ko Ruth Bahar Ki Jo Halka Ho Yeh Mann Jo Hum Rahein Magan Har Ek Ruth Lagegi Hum Ko Ruth Bahar Ki Tum Aur Hum Gaaye Sargam Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki Hum Aur Tum Gaye Sargam Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki Ek Nanhi Pyaari Si Kali Ne Chupke Se Hai Yeh Mujhko Bataya Khushnaseeb Woh Hai Is Jahan Mein Jisne Doosro Ka Pyaar Paya Lagti Hai Woh Gali Har Ek Woh Kali Aisi Kali Kab Hai Zaroorat Singhar Ki Lagti Hai Woh Gali Har Ek Woh Kali Aisi Kali Kab Hai Zaroorat Singhar Ki Tum Aur Hum Gaaye Sargam Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki Hum Aur Tum Gaye Sargam Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki Aao Milke Gaayen Aisa Gaana Surila Aur Suhana Jis Mein Sirf Pyaar Ki Mithaas Ho Humne To Hai Seekha Gun Gunana Hamesha Muskurana Jabse Tum Hamare Dil Ke Paas Ho Tum Aur Hum Gaaye Sargam Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki Hum Aur Tum Gaye Sargam Sargam Zindagi Ki Har Khushi Ki Aur Pyaar Ki