Sonu Nigam
Sonu Nigam - Lahoo Banke Aansoo Barasne Lage Hain songtekst
Je score:
Rabba mere rabba Rabba mere rabba, yeh kya ho gaya hai Mera yaar mujhse judaa ho gaya hai Judaa ho gaya hai Ho, dil apna dena khata ho gaya hai Tujhe pyaar karna saza ho gaya hai Saza ho gaya hai Ho, tujhe is tarah se yaad karne lage hai Tujhe is tarah se yaad karne lage hai Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2 Mohabbat se hum bhi ab to darrne lage hai - 2 Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2 Yeh judaai beqaraari, haai yeh majbooriyaan Har kadam par saath hongi ab meri tanhaaiyaan Ab zamaana jaan lega pyaar ki dushvaariyaan Meri dushman ban gayi hai meri hi parchhaaiyaan Khushi ke liye hum ab tarasne lage hai - 2 Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2 Ho gaye hum kitne tanha pyaar mein dil haarke Das rahi hai yeh judaai bin sajan bin pyaar ke Yaad humko aa rahe hain chaar din voh pyaar ke Voh adaayein voh sharaarat, haai jalwe yaar ke Ho, judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hai Judaai ke gham bhi mujhpe hasne lage hai Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2 Dil apna dena khata ho gaya hai Tujhe pyaar karna saza ho gaya hai Saza ho gaya hai Ho, tujhe is tarah se yaad karne lage hai Tujhe is tarah se yaad karne lage hai Lahoo banke aansoo barasne lage hai - 2