Nusrat Fateh Ali Khan
Nusrat Fateh Ali Khan - Doston Ki Shikayat songtekst
Je score:
Doston Ki Shikayat Karoon Mein Yeh Bhi Mujh Ko Gawara Nahi Hai Loag Kaanton Se Bach Ke Chaltay Hein Hum Ne Pholon Say Zakhm Khaye Hein Tum To Ghairoon Ki Baat Kartay Ho Hum Nai To Apne Bhi Aazmaye Hein Keedgi? Peergi? Ke Ghanay Hijaabon Mein Hoor? Toor? K Chaand Jhilmilatay Hein Zindagi Ki Udaas Raaton Mein Bewafa Dost Yaad Aatay Hein Doston Ki Shikayat Karoon Mein Yeah Bhi Mujh Ko Gawara Nahi Hai Doston Ne Karam Woh Kiyeah Hein Zindagi Ki Tamanna Nahi Hai Sooch Ker Bewafa Mujh Ko Kahiyeah Dhul Na Ja'ay Bharam Aap Ka Hi Aazmaya Hai Dunya Ko Mein Nai Aap Ne Mujh Ko Parkha Nahi Hai Ho Ke Betaab Mayyat Pe Meri Tum Yeh Kiyoon Benaqaab Aa Gaye Ho Umr Bhar Jiss Say Pardah Kiya Tha Aaj Kiyoon Us Say Pardah Nahi Hai Aap Hoon Gay Wafaoon Ke Maa'il Aik Din Yeh Haqiqat Hai Laikin Aap Ka To Bharosa Hai Mujh Ko Zindagi Ka Bharoosa Nahi Hai Zid Na Ker Aaj To Ghoont Pe Lay Ay Zahidaan Tu Sharaab Pe Lay Na Ker Tu Kuch Ijtinab Pe Lay Mein Tere Maa'non Namaaz Parh Loon Tu Mere Maan Sharaab Pe Lay Zid Na Ker Aaj To Ghoont Pe Lay Zindagi Chaar Din Ke Hai Pe Lay Mohtasib Apni Qismat Bana Lay Maikada Hai Yeh Kaa'ba Nahi Hai O Husne Jana Aray Tauba Tauba Kitne Fitnay Jama Kiyeh Hein Teri Aik Jawani Nai Chaal Qamayat, Kaafir Nazrein, Aankh Sharabii... Kia Kahiyeh! Aray Tauba Tauba, Huns E Janaan Zahid Nai Mera Haasil E Imaan Nahi Daikha Rukh Per Teri Zulfoon Ko Pareshan Nahi Daikha Tauba Tauba Husn E Janaa. Shabaab Aaya Kisi Gul Per Fida Honay Ka Waqt Aaya Meri Dunya Mein Banday K Khuda Honay Ka Waqt Aaya Unhein Dekha To Zahid Nai Kaha, Iiman Ki Yeah Hai K Ub Insaan Woh Sajda Rawa Honay Ka Waqt Aaya Aray Tauba Tauba... Huns E Janaaan Tauba Tauba