Mohit Chauhan

Mohit Chauhan - Abhi Kuch Dino Se songtekst

Je score:
Abhi Kuch Dino Se, Lag Raha Hai

Badle Badle Se Hum Hai

Hum Baithe Baithe, Din Mein Sapne

Dekhte Neendh Kam Hai

Abhi Kuch Dino Se, Lag Raha Hai

Badle Badle Se Hum Hai

Hum Baithe Baithe, Din Mein Sapne

Dekhte Neendh Kam Hai



Abhi Kuch Dino Se Suna Hai Dil Ka Prob Hi Kuch Naya Hai

Koi Raaz Kambhakt Hai Chhupaye, Khuda Hi Jaane Ki Kya Hai

Hai Dil Beshak Mera, Isse Pyaar Ho Gaya

Abhi Kuch Dino Se Main Sochta Hoon Ki Dil Ki Thodi Si Sunn Loon

Yahan Rehne Aayegi Dil Saja Loon, Main Khwaab Thode Se Bunn Loon

Hai Dil Beshak Mera, Isse Pyaar Ho Gaya

La La La..

Oo Hoo



Tu Bekhabar, Ya Sab Khabar

Ik Din Zara Mere Masoom Dil Pe Gaur Kar

Pardon Mein Main, Rakh Loon Tujhein

Ke Dil Tera Aa Na Jaaye Kahin Yeh Gair Par

Hum Bhole Hai, Sharmeele Hai

Hum Hai Zara Seedhey Masoom Itni Khair Kar

Jis Din Kabhi, Zidd Pe Addey

Hum Aayenge Aag Ka Tera Dariya Tair Kar

Abhi Kuch Dino Se Lagey Mera Dil

Duth Ho Jaise Nashe Mein

Kyun Ladkhadaaye Yeh Behke Gaaye

Hai Tere Har Raaste Mein

Hai Dil Beshak Mera, Isse Pyaar Ho Gaya



Banke Shahar, Chale Raat Bhar

Tu Aur Main Toh Musafir Bhatakte Hum Phire

Chal Raaste, Jahan Le Chale

Sapno Ke Phir Teri Aahon Mein Thak Ke Hum Gire

Koi Pyaar Ki, Tarkeeb Ho

Nuskhey Koi Jo Sikhaaye Toh Hum Bhi Seekh Le

Yeh Pyaar Hai, Rehta Kahan

Koi Humse Kahe Uss Se Jaa Ke Pooch Le

Main Sambhaal Paun, Fisal Na Jaun

Nayi Nayi Dosti Hai

Zara Dekh Bhaal Sambhal Ke Chalna, Keh Rahi Zindagi Hai

Hai Dil Beshak Mera, Isse Pyaar Ho Gaya



Abhi Kuch Dino Se Suna Hai Dil Ka Prob Hi Kuch Naya Hai

Koi Raaz Kambhakt Hai Chhupaye, Khuda Hi Jaane Ki Kya Hai

Hai Dil Beshak Mera, Isse Pyaar Ho Gaya

La La La..

Oo Hoo..
Vind dit lied op:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Auteur: ?

Componist: ?

Publisher: ?

Details:

Taal: Noors

Deel je mening

Dit formulier wordt beschermd door reCAPTCHA en de Google Privacy Policy en Servicevoorwaarden zijn daarbij van toepassing.

0 Reacties gevonden