Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar - Phir Wahi Shaam songtekst
Je score:
Woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain Jo baat kar lein to bujhte chiraag jalte hain Woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain Kaho bujhein ke jalein Hum apni raah chalein ya tumhari raah chalein Kaho bujhein ke jalein Bujhe to aise ke jaise kisi ghareeb ka dil, kisi ghareeb ka dil Jalein to aise ke jaise chiraag jalte hai Woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain Yeh khoyi khoyi nazar Kabhi to hogi idhar ya sada rahegi udhar Yeh khoyi khoyi nazar Udhar to ek sulagta hua hai viraana, hai ek viraana Magar idhar to baharon mein baagh jalte hain Woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain Jo ashk pee bhi liye Jo honth see bhi liye to sitam yeh kis pe kiye Jo ashk pee bhi liye Kuchh aaj apni sunao kuchh aaj meri suno, kuchh aaj meri suno Khamoshiyon se to dil aur dimaag jalte hain Woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain Jo baat kar lein to bujhte chiraag jalte hain Posted By: Bharati Singh