Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar - Aankhein Khuli Ho Ya Ho Band songtekst
Je score:
Udit: Aankhein khuli ho ya ho band, Deedar unka hota hai. Kaise kahoon main o yaara, Ye pyar kaise hota hai. Boy 1: Aankhein khuli ho ya ho band, Deedar unka hota hai. Boy 2: Aankhein khuli ho ya ho band, Deedar unka hota hai. Boy 3: Kaise kahoon main o yaara, Ye pyar kaise hota hai. Udit: Aankhein khuli ho ya ho band, Deedar unka hota hai. Kaise kahoon main o yaara, Ye pyar kaise hota hai. Boy 1 & 3: Aaj hi yaaron kisi pe marke dekhenge hum, Girl 1 & 2: Pyar hota hai ye kaise kar ke dekhenge hum. Boy 2: Kisi ki yaadon mein khoye hue, Khaabon ko hum ne saja liya. Girl 2: Kisi ki baahon mein soye hue. Apna usse bana liya. Udit: Aye yaar pyar mein koi, Aye yaar pyar mein koi Na jaagta na sota hai. Kaise kahoon main o yaara ye pyar kaise hota hai. Mukhda Boy 1: Aankhein khuli ho ya ho band, Deedar unka hota hai. Boy 3: Kaise kahoon main o yaara, Ye pyar kaise hota hai. Girl 1 & 2: Kya hai jaadu hai koi, bas jo chal jaata hai. Boy 1 & 2: Tod ke pehre hazaaron, dil nikal jaata hai. Girl 3: Door kahin aasmanon par hote hain ye saare faisale Boy 3: Kaun jaane koi humsafar kab kaise kahan mile Udit: Jo naam dil pe ho likha Jo naam dil pe ho likha, ikrar ussi se hota hai. Kaise kahoon main o yaara, ye pyar kaise hota hai. Mukhda Boy 1: Aankhein khuli ho ya ho band, Deedar unka hota hai. Boy 2: Aankhein khuli ho ya ho band, Deedar unka hota hai. Boy 3: Kaise kahoon main o yaara, Ye pyar kaise hota hai.