Kishore Kumar

Kishore Kumar - Mere Pyaase Man Ki Bahar songtekst

Je score:
Mere pyaase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar

Tum aaye to aaya karaar, O'  mere pyaar,

Sama pyaara pyaara hai,

Haa sanam, haa sanam, haa sanam - samaa se bhi pyara hai,

Kya sanam, kya sanam, kya sanam ?

Tumhara phool sa chehra yeh dilnashi

Chodo hum jo bhi hai, tum bhi to kam nahin,

Mere pyaase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar

Tum aaye to aaya karaar, o mere pyar.



Yeh dil gungunata hai

Kya sanam, kya sanam, kya sanam, mere geet gata hai?

Haa sanam, haa sanam, haa sanam,

To chodon ye adaa, gale to milne do,

Jaldi hai aisi kya, ye din to dhalne do,

Mere pyase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar

Tum aaye to aaya karaar, o mere pyar,



Yoon hi door rehna hai ?

Naa sanam, naa sanam, naa sanam, Kahoon jo bhi kehna hai?

Haa Sanam, haa sanam, haa sanam, 

Teri bahon mein hain mere dono jahan, 

Kahne ko hum hain do, lekin hain ek jaan,

Mere pyaase man ki bahar, kab se tha tumhara intezaar

Tum aaye to aaya karaar, o mere pyar.
Vind dit lied op:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Auteur: ?

Componist: ?

Publisher: ?

Details:

Taal: Deens

Deel je mening

Dit formulier wordt beschermd door reCAPTCHA en de Google Privacy Policy en Servicevoorwaarden zijn daarbij van toepassing.

0 Reacties gevonden