Kishore Kumar

Kishore Kumar - Kaho Kaha Chale songtekst

Je score:
kishore : kaho kahaan chale 

asha : jahaan tum le chalo 

phir bhi manzil kahaan 

kishore : jahaan hamse milo 

kaho kahaan chale 

asha : jahaan tum le chalo 

kishore : phir bhi manzil kahaan 

asha : jahaan hamse milo 



kishore : pyar ka safar to deewana 

asha : aa  aa  aa 

kishore : khabar nahi, 

kahaan liye jaaye mastaana - 2 

kishore : pyar ka safar to deewana 

asha : la la la 

kishore : khabar nahi, 

kahaan liye jaaye mastaana - 2 

mod aaye jahaan vahaan milke chalo 



kishore : phir bhi manzil kahaan 

asha : jahaan hamase milo 



asha : kaash ghata zara barase 

kishore : hun hun hun 

asha : lipat raha 

saajan se ji bharake - 2 

asha : kaash ghata zara barase 

kishore : ae he he he 

asha : lipat raha 

saajan se ji bharake - 2 

rang uthe sama aaj aise milo 

kishore : phir bhi manzil kahaan 

asha : jahaan hamase milo 



kishore : barakha ki dekho rang raliya 

asha : lah  la ~ la 

kishore : boonden nahi 

tumpe luta rahi kaliyaan - 2 

asha : dil to kahe jaane ja 

kishore : ae he he he 

asha : ruk ja yahi

aage kahi nahi jaana - 2 

kishore : yahi dil mein baso 

yahi dil mein khilo 

kishor : phir bhi manzil kahaan 

asha : jahaan hamse milo
Vind dit lied op:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Auteur: ?

Componist: ?

Publisher: ?

Details:

Deel je mening

Dit formulier wordt beschermd door reCAPTCHA en de Google Privacy Policy en Servicevoorwaarden zijn daarbij van toepassing.

0 Reacties gevonden