Kishore Kumar

Kishore Kumar - Kahata Hai Dil Mastana songtekst

Je score:
Kehta hai dil mastana hoja kisika diwana

Pyar ke sahare do jehan se age chhotasa banale ashaina

Kehta hai dil mastana hoja kisika diwana

Are pyar ke sahare do jehan se age chhotasa banale ashiyana

Kehta hai dil mastana



Dil me jo pyar na basaya to jeene ka maza kya aya 2x

Zindagi wani hai chhotisi kahani hai

Ye rut ani jani ani jani hai

Kehta hai dil mastana hoja kisika diwana

Are pyar ke sahare do jehan se age chhotasa banale ashiyana

Kehta hai dil mastana



Preet ke jo haar na piroye to anmol din yunhi khoye 2x

Ghari tal jayegi jawani dhal jayegi

To kali arzoo ki jal jayegi

Kehta hai dil mastana hoja kisika diwana

Are pyar ke shahare do jehan se age chhotasa banale ashiyana

Kehta hai dil mastana



Duniya me jab ham aye to pyar bhara dil saath laye 2x

Bagh ye bahaar se hai zindagi pyar se hai

Dil ko vaasta to bas yaar se hai

{Kehta hai dil mastana hoja kisika diwana

Are pyar ke sahare do jehan se age chhotasa banale ashiyana}2x

Kehta hai dil mastana
Vind dit lied op:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Auteur: ?

Componist: ?

Publisher: ?

Details:

Taal: Estisch

Deel je mening

Dit formulier wordt beschermd door reCAPTCHA en de Google Privacy Policy en Servicevoorwaarden zijn daarbij van toepassing.

0 Reacties gevonden