Kishore Kumar

Kishore Kumar - Jin Raaton Ki Bhor Nahi Hai songtekst

Je score:
jin raaton ki bhor nahi hai 

aaj aisi hi raat aai 

jo jis gam mein doob gaya hai 

saagar ki hai gaharai 



raat ke taaron tum hi bataao 

meri vo manzil hai kahaan 

paagal banakar jisake liye main 

kho baitha hoon dono jahaan 

jin raaton ... 



raah kisi ki hui na roshan 

jalana mera bekaar gaya 

loot gai taqadeer mujhe main 

jeet ke baazi haar gaya 

jin raaton ki bhor nahi hai threedot
Vind dit lied op:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Auteur: ?

Componist: ?

Publisher: ?

Details:

Taal: Estisch

Deel je mening

Dit formulier wordt beschermd door reCAPTCHA en de Google Privacy Policy en Servicevoorwaarden zijn daarbij van toepassing.

0 Reacties gevonden