Kamaal Khan
Kamaal Khan - Jaane Bahaara Jaane Tamanna songtekst
Je score:
jaane bahaara jaane tamanna mehka diya aashiyaa - 2 aankho mein jo sapne the mere tumne rang diya tumpe he aakar rukti hain sab meri khushiya teri khushi mein hi basti hain meri yeh duniya yu haste gaate muskurate gujre hain jo pal aaye kal bhi laut kar arey chodo kyo kal ka soche kal ki baatein kal aaj jee le jhoomkar jaane bahaara jaane tamanna mehka diya aashiyaa ho ho ... ho ho ... o ho ho.. kismat ko meri tumne mohabbat se kiya roshan roshan hain tere dam se mera mann yeh jeevan jeevan ke imtihaan mein sehra mein gulsita mein saaya banke rahungi o piya jaane bahaara jaane tamanna mehka diya aashiyaa aankho mein jo sapne the mere tumne rang diya ek tohfa jara yu do tum jaisi murat ho murat ho magar jiski tum jaisi surat ho chanda ya chandni ho sagar ho ya nadi ho hongi apni hi woh nishaniya jaane bahaara jaane tamanna mehka diya aashiyaa aankho mein jo sapne the mere tumne rang diya yu haste gaate muskurate gujre hain jo pal aaye kal bhi laut kar arey chodo kyo kal ka soche kal ki baatein kal aaj jee le jhoomkar jaane bahaara jaane tamanna mehka diya aashiyaa