HASTE ZAKHM movie

HASTE ZAKHM movie - Haan Yeh Maine Mana Meri Jaan songtekst

Je score:

hai re tauba-2 yeh jawani yeh jawani ka garoor

ishq ke samne phir bhi sar jhukana hi pada

kaisa kahete the na aayenge  x2  

magar dil ne is tarah  pukara tumhe aana hi pada



haan yeh mana meri jaan mohabat saza hai  x2

maza isme itana magar kisliye hai x2

vo ek bekarari jo abtak idahar thi

vo hi bekarari udhar kis liye hai

chorus-(abhi tak to idhar thi udhar kisliye hai

kisliye hai haan kisliye hai)

haan yeh mana meri jaan .........



bahelna na jane badalna na jane

tamana machal ke sambhalna najane x2

(chorus(bahelna na jane badalna na jane)

tamana machal ke sambhalna najane) x2

tamana machal ke sambhalna najane

karib aur aao kadam to badhao

juka du na mein sar to sar kis liye x2

haan yeh mana meri jaan .........



nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe

kai khoobsurat sahare bhi dekhe x2

chorus(nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe

kai khoobsurat) sahare bhi dekhe

naam kya chiz hai izzat kya hai

sone chandi ki haqeekat kya hai

lakh bahalaye koi daulat se  

pyar ke samne daulat kya hai

chorus (nazare bhi dekhe ishare bhi dekhe)

kai khoobsurat sahare bhi dekhe x2

jo maikhene jake mein sagar uthao

to phir yeh nasili nazar kisliye hai x2

haan yeh mana meri jaan ..........



tumhi ne savanraa tumhi ne sajaya

mere sune dil ko tumhi ne basaaya x2

chorus(tumhi ne savanraa tumhi ne sajaya

mere sune dil ko tumhi ne basaaya)

jis chaman se bhi tum gujar jao

har kali par nikhar aajaye

ruth jo to ruth jai khuda

aur jo has do to bahaar aa jaye

chorus(tumhi ne savanraa tumhi ne sajaya)

mere sune dil ko tumhi ne basaya x2

tomhare kadam se hai ghar mein ujaala

agar tum nahin to yeh ghar kis liye hai x2

haan yeh mana meri jaan ............



Posted By : thakerpiyush
Vind dit lied op:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Auteur: ?

Componist: ?

Publisher: ?

Details:

Taal: Estisch

Deel je mening

Dit formulier wordt beschermd door reCAPTCHA en de Google Privacy Policy en Servicevoorwaarden zijn daarbij van toepassing.

0 Reacties gevonden