Asha Bhonsle
Asha Bhonsle - Hume Chahe Badnaam Karde songtekst
Je score:
hamen chaahe badnaam kar de zamaanaa magar ham sunaa kar rahenge fasaanaa muhabbat chhupaao to chhupti nahin hai ye aavaaz roke se rukti nahin hai aa meri nazren hasin hain ki tum ho hasin ye samajhne ki mujhko zaroorat nahin baat nazroN ki hai baat kuchh bhi nahin jisko dil chaahe duniyaa mein hai vo hasin meri nazren hasin hain ki tum ho hasin dil ko aanaa thaa ik din kahin na kahin -2 dil ki manzil jahaaN thi rukaa hai vahin baat nazroN ki hai baat kuchh bhi nahin jisko dil chaahe duniyaa mein hai vo hasin meri nazren hasin hain ki tum ho hasin ye havaa ye samaa chaaNdni raat kaa kyaa bataaooN tujhe rang jazbaat kaa jhaaNk kar meri aaNkhoN mein Khud dekh le muNh se kah dooN to phir kyaa mazaa baat kaa baat nazroN ki hai baat kuchh bhi nahin jisko dil chaahe duniyaa mein hai vo hasin meri nazren hasin hain ki tum ho hasin pyaar karnaa paDaa dard sahnaa paDaa -2 tujhko dekhaa to Khaamosh rahnaa paDaa laakh daaman bachaayaa na main bach saki dil se majboor ho kar ye kahnaa paDaa baat nazroN ki hai baat kuchh bhi nahin jisko dil chaahe duniyaa mein hai vo hasin meri nazren hasin hain ki tum ho hasin