Anandmurti Gurumaa
Anandmurti Gurumaa - Tere jaisa kaun hai songtekst
Je score:
Satguru har aankh mein tera noor hai Nazro se reh kar door bhi kisi dil se na tu door hai Tere jaisa kaun hai Satguru har aankh mein tera noor hai Tera sachchidanand roop hai darpan mein toone dikha diya Tere dar pe mein faqeer/faqir tha toone kya se kya bana diya Tere haath se piya jo usi jaam ka saroor hai Tere jaisa kaun hai Satguru har aankh mein tera noor hai Nazro se reh kar door bhi kisi dil se na tu door hai Tere jaisa kaun hai Satguru har aankh mein tera noor hai Tere naam se hi bahaar hai aabad hai meri zindagi Har shvas mein teri yaad hai teri yaad hai meri bandagi Mein teri tu mera hai yahi pyaar ka dastoor hai Tere jaisa kaun hai Satguru har aankh mein tera noor hai Nazro se reh kar door bhi kisi dil se na tu door hai Tere jaisa kaun hai Satguru har aankh mein tera noor hai Ab manzilon ki chaah nahin lehron (mein) saahil paa liya Kisi baat ka ab gam nahin jeena mujhe hai sikha diya Chaahe gam de ya khushi mujhe sab tera manzoor hai Tere jaisa kaun hai Satguru har aankh mein tera noor hai Nazro se reh kar door bhi kisi dil se na tu door hai Tere jaisa kaun hai Satguru har aankh mein tera noor hai Thanks to Ashish