Alka Yagnik
Alka Yagnik - Ban Jaaiye Is Dil Ke Mehmaan songtekst
Je score:
har taraf rawa aapka hi nasha chu gayi dil ko aapki har ada ban jaaiye is dil ke mehmaan (ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye ban jaaiye in saanson ke armaan,armaan ban jaiye) - 2 ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye bheeni bheeni pyaasi rawani rehti hain palkon main teri kahani rehti hain qaid nazron main teri tasveer hain tere lafso ka fasana padhta hu bas tera hi chehra rozana padhta hu padhta hu padhta hu ban jaaiye meri chahat ka nagma, nagma ban jaiye ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye teri hi tamanna rago main bhar li hain zindagi bhi tere hawale kar di hain chal rahi dhadkan sirf tere liye ohh khamoshi se teri hi baatein karti hu teri arzooo mein main jeeti marti hu jeeti hu marti hu ban jaaiye meri jazbo ka toofan, toofan ban jaiye ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye ban jaaiye in saanson ke armaan,armaan ban jaiye ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye Posted By : Mastani Laila