Alka Yagnik

Alka Yagnik - Aankh Teri Chhalke To songtekst

Je score:
--FEMALE--

Chot lage tujhko to dard mujhe hota hai - 2

Aankh teri chhalke to dil yeh mera rota hai

(Bhai bhai mein aksar yeh hota hai

Hota hai, yeh hota hai) - 2

Chot lage tujhko to dard mujhe hota hai

Aankh teri chhalke to dil yeh mera rota hai

(Bhai bhai mein aksar yeh hota hai

Hota hai, yeh hota hai) - 2

(Seva karoon teri din raat main

Sada rahoon bhai tere saath main) - 2

Mere labon pe bas tera naam hai

Main hoon Lakhan tu hi mera Ram hai

Aise aansuon se kyoon palkon ko bighota hai

Aankh teri chhalke to dil yeh mera rota hai

(Bhai bhai mein aksar yeh hota hai

Hota hai, yeh hota hai) - 2



--MALE--

(Aaja yahan, aaja tujhe pyaar doon

Nazar koi lage to utaar doon) - 2

Tere liye bhai meri jaan hai

Tu hi mere jeene ka samaan hai

Neend mujhe aaye jab chain se tu sota hai

Aankh teri chhalke to dil yeh mera rota hai

(Bhai bhai mein aksar yeh hota hai

Hota hai, yeh hota hai) - 2

Chot lage tujhko to dard mujhe hota hai

Aankh teri chhalke to dil yeh mera rota hai

(Bhai bhai mein aksar yeh hota hai

Hota hai, yeh hota hai) - 2
Vind dit lied op:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Auteur: ?

Componist: ?

Publisher: ?

Details:

Taal: Esperanto

Deel je mening

Dit formulier wordt beschermd door reCAPTCHA en de Google Privacy Policy en Servicevoorwaarden zijn daarbij van toepassing.

0 Reacties gevonden