Udit Narayan
Udit Narayan - Do Sadiyon Ke Sangam songtekst
Je score:
Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain - 2 Ek sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera Samay na daale kahin bhi deraa Ek samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan - 2 Do sadiyon ke beech uthi - 2 Ehsaas ki ek deewar - 2 Is deewar ke peeche jaa ke - 2 Bhes badalta yeh samay - 2 Kya karta hai shringaar Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain - 2 Ek sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera Samay na daale kahin bhi deraa Ek samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan - 2 Neele rang ke is daavan mein kitne sukun bhare lamhe hain Neele neele rang mein rooh ke saare geet ghule hain Surkhi jaise garam lahoon hai, chhalak sharaab hai surkhi Surkhi taaza zakhm jaise khilta gulaab hai surkhi Haan, jism mein behti saari surkhi, rooh ke saare neele nagme Do sadiyon ke sangam par milne aaye hain - 2 Ek sadi ki shyaam jahan par ek sadi ka vahi savera Samay na daale kahin bhi deraa Ek samay lekin do sadiyaan, do sadiyaan - 2