Suresh Wadkar
Suresh Wadkar - Jeejaji Jeejaji Hone Wale Jeejaji songtekst
Je score:
jeejaaji jeejaaji hone vaale jeejaaji shaadi ke phere hain saat aur hamaari sharten saat tumko ho manzuur agar tabhi milega deedi ka haath jeejaaji jeejaaji ... pehali shart aapko bata den ki deedi khaana nahi pakaayegi are iski mujhe parvaah nahi hotel se khaana manga luunga dusari ye shart hai hamari ki nain kisi se nahi ladaaoge are deewana huun in naino ka in se main nain ladaauunga saali o saaleeji hone vaali saaleeji jeejaaji jeejaaji hone vaale jeejaaji teesari ye shart hai hamaari ki seedhe daftar se ghar aaoge oy ghar ke siva jaana kahan ghar mein hi daftar bana luunga aur chauthi shart hai hamaari ki deedi ko tum saari kamaai doge na rakhuunga main kuch apne liye sab kuch inhen main de duunga saali o saaleeji hone vaali saaleeji jeejaaji jeejaaji hone vaale jeejaaji aur paanchavi shart to suniye deedi jab bhi maike mein jaayegi to jaldi wapas nahi bulaaoge are ghar-vaali bin ghabaraaya dil to saaleeji tumko bula luunga chhathi shart to suniye deedi ki taareef mein hamesha nai kavita roz sunaaoge kavita meri na bhaayegi to tulsi ke dohe suna duunga saatveen ye shart hai hamaari ki deedi bachche nahi khilaayegi are deedi ko kashht na duunga kabhi bachcho ko kud hi sambhaaluunga meri bhi ek shart suniyeji are bas, bas, bas shaadi zara hone to do jo bhi kahogi main maanuunga beeviji beeviji hone vaali beeviji