Mohit Chauhan
Mohit Chauhan - Sadda Haq songtekst
Je score:
Tum logon ki, iss duniya mein Har kadam pe, insaan galat Main sahi samaj ke jo bhi kahoon Tum kehte ho galat, main galat hoon phir kaun sahi (phir kaun sahi) Marzi se jeene ki bhi main Kya tum sabko arzi doon Matlab ki tum sabka mujhpe Mujhse bhi zyada haq hai Saadda haq, aithe rakh Saadda haq, aithe rakh - 8 times Na na na .. Saadda haq, aithe rakh - 4 times Hey inn gadaaron mein ya udhaaron mein Tum mere jeenay ki aadat ka kyun gott rahe dum Besaleeqa main, uss gali ka main Na jis mein haya, na jis mein sharam Mann bole ke ras mein jeenay ka harjaana duniya dushman Sab begaana inhe aag lagaana Mann bole mann bole, mann se jeena ya marr jaana Saadda haq, aithe rakh - 8 times Na na na .. O eco-friendly, nature ke rakshak, main bhi hoon nature Rivaazon se, samaajhon se kyon Tu kaate mujhe, kyun baante mujhse iss tarah Kyun sach ka sabak sikhaaye, jab sach sunn bhi na paaye Sach koi bole toh tu niyam kanoon bataaye Tera darr, tera pyaar, teri waah, tu hi rakh (rakh saali) Saadda haq, aithe rakh - 4 times Aithe aithe rakh Saadda haq, aithe rakh - 8 times