Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar - Muhobbat Ki Bas Itani songtekst

Je score:

Lata:

sitaare doob chale, raat dhalne waali hai,

chale bhi aa o ke duniya badalne waali hai)



Rafi:

tumhe qasam hai na kar na meri judai ka ghum,

hawaayen laakh chale shamm' a jalne waali hai)



Lata:

muhobbat ki bas itani daastaan hai -2

bahaaren, bahaaren chaar din ki, phir khizaan hai,

muhobbat ki bas.....................

Rafi:

muhobbat ki bas....................



Lata:

ujaale ko tarasti hai nighahen,

badi veeraan hai ulfat ki raahen)



Lata:

kahaan hai, kahaan hai chand mere , tu kahaan hai,

muhobbat ki bas.....................



Rafi:

mazaa milane ka aata hai beechhad ke,

muhobbat rang laati hai ujaad ke)



Rafi:

judaai, judaai do dilon ka imtehaan hai,

Lata:

muhobbat ki bas itani daastaan hai.........



Posted by: p u r n i m a
Vind dit lied op:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Auteur: ?

Componist: ?

Publisher: ?

Details:

Taal: Estisch

Deel je mening

Dit formulier wordt beschermd door reCAPTCHA en de Google Privacy Policy en Servicevoorwaarden zijn daarbij van toepassing.

0 Reacties gevonden