Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar - Khat Likhna Hai Par Sochti hoon songtekst
Je score:
la: khat likhnaa hai par sochti hoon -2 ye kaise likhoon mujhe tumse mohabbat ho gayee hai -2 a: meri maano, itnaa likh do -2 in aankhon par Khvaabon ki inaayat ho gayee hai -2 la: kaagaz kalam jaise hi uthaaoon dil hai ke dhadake jaaye haan aa aa, dil hai ke dhadake jaaye a: jo bhi likho tum dil ki baaten ab na chhupengi chhupaaye haan aa aa, ab na chhupengi chhupaaye la: main achchhi hoon, ye to likh doon -2 ye kaise likhoon mujhe tumse mohabbat ho gayee hai -2 la: ye sochaa hai, itnaa likh doon kuchh din se mujhe kyaa jaane kyun ye duniyaa hasin lagti hai -2 a: ye bhi likhnaa, ab saare din hai saath koi ke jiske bin tabiyat hi nahin lagti hai -2 la: bataao.., bataao.. in lafzon mein main hi likhoon, mujhko tum samjhaao mujhe tumse mohabbat ho gayee hai -2 main kuchh likhoon, vo kuchh samjhe aisaa nahin ho jaaye haan aa aa, aisaa nahin ho jaaye a: aisaa hai to saaf likho tum apni to hai ye raay haan aa aa apni to hai ye raay la: haan sach to hai, kyun sharmaaoon -2 kyun ye na likhoon mujhe tumse mohabbat ho gayee hai a: to likh to mohabbat ho gayee hai la: likh doongi mohabbat ho gayee hai a: mujhe tumse mohabbat ho gayee hai la: mujhe tumse mohabbat ho gayee hai