Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar - Honthon Mein Aisi Baat songtekst
Je score:
Lata: Honthon mein aisi baat (Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi) -2 Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi Ho shaloo Raat kaali nagan si hui hai jawaan -2 Ho~, hay daiyya kisko dasega yeh sama Haan, hay daiyya kisko dasega yeh sama Jo dekhoon peechhe mudke (hoy) To pag mein payal tadpe (hoy) Aage chaloon to dhadakti hai sari angnayi Honthon mein haay Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi Bhupinder: Ho shaloo Lata: Aise mera jwala sa tan lehraye -2 Ho~, lat kahin jaye ghoonghat kahin jaye Haan, lat kahin jaye ghoonghat kahin jaye Arrey ab jhumka toote (hoy) Ke meri bindiya choote (hoy) Ab to banke qayamat leti hoon angdayi Honthon mein haay Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi Haan re haan, baat jismein pyaar to hai, zaher bhi hai hay Honthon mein aisi baat main dabaake chali aayi Khul jaye wohi baat to duhaayi hai duhaayi