Kishore Kumar
Kishore Kumar - Zindagi Anmol songtekst
Je score:
zindagi anmol zindagi ki pehli jaroorat hai kya, ek pyar tera pyar se bhi tumko pyara hai kya, intezaar tera duniya ke gamon ka ilaaj hai kya, deedar tera zindagi anmol zindagi ki pehli jaroorat hai kya, ek pyar tera mujh gareeb ko kam naseeb ko tumne itna pyar diya kaise karz utaru uska tumne jo upkaar kiya tumne labon ki laali bhar ke rang nikhar diya hain pyar ka badla deke pyar sansar sanwar diya hain pran do ek hue karz ka kya sawal, zindagi anmol zindagi ke sapnon ki manzil hai kya, ek dwaar tera imaan ki kitaabon se badhkar hai kya, ikarar tera maseeha se bhi achha hoga na kaun, beemar tera zindagi anmol zindagi ki pehli jaroorat hai kya, ek pyar tera tum mujhko devo se badhkar bin maange vardaan diye karz na jinka chuka saku main tune woh ehsaan kiye main toh farishta nahi koi insaan tumhare jaisa sukh dukh ke dono saathi ehsaan kispar kaisa jo mera woh tera karz ki baat kya, zindagi anmol zindagi ki sabse badi daulat hai kya, upahaar tera saare hi nazaron se pyara hai kya, singhaar tera duniya mein jeene ki surat hai kya, aaitbaar tera zindagi anmol