Kishore Kumar

Kishore Kumar - Ek Paheli Hai Tu songtekst

Je score:

Kishore: ek paheli hai tu Asha speaks: haaN

Kishore: naar naveli hai tu Asha speaks: huN, kuchh kahaa

Kishore: haa, jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye Asha speaks: sach?

Kishore: ek paheli hai tu, naar naveli hai tu

jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye

Asha speaks: ssssss, aah, yahaaN aao na

Kishore: ek paheli hai tu, naar naveli hai tu

jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye

Asha speaks: o ho deevaane...

Kishore: deevaanaa hone lagaa hooN Asha: tara ra ram

Kishore: main in mein khone lagaa hooN Asha: tara rara ram

Kishore: he deevaanaa hone lagaa hooN Asha: tara ra ram

Kishore: main in mein khone lagaa hooN Asha: tara rara ram

Kishore: o.. nainaa tere aise jaise bhool bhulaNiyaa..

baDi albeli hai tu Asha: *Laughs*

Kishore: naar naveli hai tu

jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye



Asha speaks: o ho, kab tak pichhaa karoge..

Kishore: ye premi aaNkhoN ko meeche Asha: ey hey ra ram

Kishore: chaltaa jaaye tere pichhe Asha: la la la la la

Kishore: ey ye premi aaNkhoN ko meeche Asha: ey hey ra ram

Kishore: chaltaa jaaye tere pichhe Asha: la la la la la

Kishore: ey.. khinchaa chalaa jaaye kachche dhaage se saNiyaa

khel vo kheli hai tu Asha speaks: jaa

Kishore: naar naveli hai tu

jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye

Asha: pa pa, pa pa, pa pa pa pa pa, pa pa



Kishore: jaadoo koi hai ke dhokhaa Asha: tara ra ram

Kishore: qadmoN ko jaaye na rokaa Asha: tara rara ram

Kishore: ey jaadoo koi hai ke dhokhaa Asha: tara ra ram

Kishore: qadmoN ko jaaye na rokaa Asha: tara rara ram

Kishore: jaane kahaaN leke chali, thaam ke baNiyaa

Asha speaks: ab to jaaiye

Kishore: aaj akeli hai tu, naar naveli hai tu

jitnaa main suljhaaooN, aur ulajhti jaaye

ek paheli hai tu
Vind dit lied op:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Auteur: ?

Componist: ?

Publisher: ?

Details:

Deel je mening

Dit formulier wordt beschermd door reCAPTCHA en de Google Privacy Policy en Servicevoorwaarden zijn daarbij van toepassing.

0 Reacties gevonden