Shankar Mahadevan
Shankar Mahadevan - Ek Bechaini lyrics
Your rating:
Shankar: Ek bechaini ek betaabi chhaayi hai Ho, ek bechaini ek betaabi chhaayi hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Ho, ek bechaini ek betaabi chhaayi hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Mukhda hai gora gora, naina hai kaale kaale Jisko bhi hankse dekhe, usko paagal kar daale Woh mere dil mein samaayi hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Vijay: Haan, hai ang ang mein jaltarang Swar mein bajti shehnaai Har saaz mein saje geet raag Jab leti hai angdaayi Hai ang ang mein jaltarang Swar mein bajti shehnaai Har saaz mein saje geet raag Jab leti hai angdaayi Sundari, sundari Shankar: Woh sapnon mein aake jagaaye Pyaar mein paagal mujhko banaaye Palkein jhuka ke door se dekhe Lekin mere paas na aaye Uski chaalon mein masti, uski baaton mein jaadu Jab se usko dekha hai, main tab se hoon beqaabu Oh meri hai sab se paraayi hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Vijay: Aa… boli mein uski veena ki taan Adhron pe uske sargam hai Choodi mein uski khan khan ki pyaas Paayal mein uske chhan chhan hai Boli mein uski veena ki taan Adhron pe uske sargam hai Choodi mein uski khan khan ki pyaas Paayal mein uske chhan chhan hai Sundari… Shankar: Woh meri yaadon ki dulhaniya Aayi zameen pe banke chandaniya Neha: Ho, deewaanon sa haal ho uska Jab jab chhanke meri painjaniya Shankar: Main uska pehla aashiq, woh meri prem kahaani Uspe ye jaan luta doon, woh hai meri zindagaani Oh mushkil badi ab judaai hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Nayi padosan nayi padosan, nayi padosan nayi padosan Vijay: Ni ni pa ma re sa, hai ang ang mein jaltarang Swar mein bajti shehnaai Har saaz mein saje geet raag Jab leti hai angdaayi Hai ang ang mein jaltarang Swar mein bajti shehnaai Har saaz mein saje geet raag Jab leti hai angdaayi Bekaar ki yeh zid teri hai Shankar: Arre nayi padosan meri hai Vijay: Yeh waqt ki hera pheri hai Shankar: Woh nayi padosan meri hai Vijay: Na is mein zara ab deri hai Shankar: Arre nayi padosan meri hai Vijay: Woh meri hai Shankar: Woh meri hai Vijay: Meri hai Shankar: Meri hai Vijay: Woh meri hai Shankar: Meri hai Vijay: Woh meri hai Shankar: Arre meri hai Vijay: Woh meri Shankar & Vijay: Meri meri meri meri meri meri