Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar - Bholi si soorat lyrics
Your rating:
Bholi si soorat aankhon mein masti Ay hay Arre bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye Ay hay Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye Ay hay Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye Ay hay Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye Ay hay Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye Bholi si soorat aankhon mein masti Ay hay Hmmm.... lala.. Ahah.. lalala.. Ahah.. lalala.. Ladki nahin hai vo jaadu hai aur kaha kya jaaye Raat ko mere khwaab mein aaye vo zulfein bikhraaye Aankh khuli to dil chaaha phir neend mujhe aa jaaye Bin dekhe ye haal hua dekhoon to kya ho jaaye Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye Ay hay Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye Ay hay Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye Bholi si soorat aankhon mein masti Ay hay lalala.... Saawan ka pehla baadal uska kaajal ban jaaye Mauj uthay saagar mein jaise aise kadam uthaaye Rab ne jaane kis mitti se uske ang banaaye Chham se kaash kahin se mere saamne vo aa jaaye Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye Ay hay Ek jhalak dikhlaaye kabhi kabhi aanchal mein chhup jaaye Ay hay Meri nazar se tum dekho to yaar nazar vo aaye Bholi si soorat aankhon mein masti door khadi sharmaaye Ay hay Ay hay