Lata Mangeshkar
Lata Mangeshkar - Ankhiya Bhool Gayi lyrics
Your rating:
cho : ( hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon hoon ) -2 a a a gi : hoy akhiyaan bhool gayi hain sona cho : hoy hoy hoy gi : dil pe hua hai jaadu tona cho : a haay gi : shehnaai waale teri shehnaai re karejwa ko cheer gayi cheer gayi cheer gayi cho : hoy akhiyaan bhool gayi hain sona dil pe hua hai jaadoo-tona shehnaai waale teri shehnaai re karejwa ko cheer gayi cheer gayi cheer gayi hoy akhiyaan bhool gayi hain sona gi : ab din ye kaise gori aaye cho : kaise gori aaye gi : chhup-chhup ke milan man bhaaye cho : milan man bhaaye gi : sakhiyon se kaahe ab chori cho : kaahe ab chori gi : bandh gayi re preet ki dori cho : preet ki dori gi : koi julmi sanwariya ki tirchhi najariya ho maar gayi maar gayi maar gayi cho : hoy akhiyaan bhool gayi hain sona dil pe hua hai jaadoo-tona shehnaai waale teri shehnaai re karejwa ko cheer gayi cheer gayi cheer gayi hoy akhiyaan bhool gayi hain sona la : sakhiyaan na maaro mohe taane jisko na laagi wo kya jaane sakhiyaan na maaro mohe taane cho : achha ji la : jisako na laagi wo kya jaane cho : hoon hoon la : o o o o bhool jaaogi bhool jaaogi bhool jaaogi karana ye thitholi koi mil gaya jo hamjoli kaise bach ke rahogi aahen bhar ke kahogi main to haar gayi haar gayi haar gayi cho : hoy gi : akhiyaan bhool gayi hain sona dil pe hua hai jaadoo-tona shehanaai waale teri shehanaai re kalejwa ko cheer gayi cheer gayi cheer gayi cho : hoy akhiyaan bhool gayy hain sona gi : aapas mein milte deewaane gi : aur hamse ho rahe bahaane cho : aur hamse ho rahe bahaane gi : chitwan kamaan pe jo taane wo baan hamane pahachaane cho : wo baan hamne pehchaane gi : najaron ki ye ghaatein chori chori mulaaqaatein ham jaan gayi jaan gayi jaan gayi cho : hoy akhiyaan bhool gayi hain sona dil pe hua hai jaadoo-tona shehnaai waale teri shehnaai re karejawa ko cheer gai cheer gai cheer gai hoy akhiyaan bhool gayeen hain sona