Kishore Kumar
Kishore Kumar - Phir Koi Bana Mughale Aazam lyrics
Your rating:
phir koi bana mughale aazam phir kaid hui anarkali par aaj salim jukega nahin dekhegi tamasha sari gal mohobat ke dushman zara hosh mein aa-3 bujaye buje na mohabat ke shole -2 e zalim agar tu samundar bhi le aa mohabat ke dushman zara hosh mein aa-2 mohobat ko koi tizarat samaj ke ya pathar ki koi imarat samaj ke yeh na soch-2 baazar mein bech dega yeh sauda bahoot tujko mahenga padega jo bik jaye vo hoshe mohobat nahin-2 jo bik jaye vo hoshe mohobat nahin mohobat hai ibbadat mohobat hai puja mohobat ke dushman zara hosh mein aa sitam eshe pahele bhi to ho chuke hain diwane magar kis ke aage juke hain dilo pe na teri hukumat chalegi mohobat yeh zanziroon mein na bandhegi fatah kar sake jo mohobat ki duniya agar kahin ho to voh sikander bhi le aa yeh joshe janoon jab bagawat pe aaye kate to kate sar juke na jukaye sitamgar hain aaya bura wakt tera diwana ulat dega yeh takht tera jo sar kat de dil ke joshe junoon ka -2 agar mil sake to vo khanzar bhi le aa mohabat ke dushman zara hosh mein aa bujaye buje na mohobat ke shole Posted By : Thaker Piyush