Kishore Kumar

Kishore Kumar - Mere Naina Sawan Bhado lyrics

Your rating:

(hmm hmm, haa haa haa) -2

(mere nainaa saavan bhaadon

(phir bhi meraa man pyaasaa..) -2 ) -2



ai dil deevaane, khel hai kyaa jaane

dard bharaa ye, geet kahaaN se

in honThon pe aaye-ey-ey, door kahin le jaaye

bhool gayaa kyaa, bhool ke bhi hai

mujhko yaad zaraa saa.., phir bhi meraa man pyaasaa



baat puraani hai, ek kahaani hai

ab sochooN tumhen, yaad nahin hai

ab sochooN nahin bhoole-ey-ey, vo saavan ke jhoole

rut aaye rut jaaye deke

jhooThaa ek dilaasaa.., phir bhi meraa man pyaasaa



barson beet gaye, hamko mile bichhDe

bijuri bankar, gagan pe chamki

beete samay ki rekhaa-aa-aa, main ne tum ko dekhaa

man sang aaNkh-michauli khele

aashaa aur niraashaa.., phir bhi meraa man pyaasaa

mere nainaa saavan bhaadon

(phir bhi meraa man pyaasaa..) -2

*slow*: phir bhi meraa man pyaasaa
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Estonian

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found