Kishore Kumar
Kishore Kumar - Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho lyrics
Your rating:
k : aaj ham ishq ka izahaar kare to kya ho? l : jaan pehchaan se inkaar kare to kya ho? k : bhari mehfil mein tumhe pyar kare to kyaa ho? l : koshishe aap ki betaar kare to kya ho? k : kehte darati ho dil mein maarti ho jaaneman tum kamaal karti ho kehte darati ho dil mein maratii ho jaaneman tum kamaal karti ho k : aankhon aankhon mein muskurati ho baato baato mein dil lubhati ho narm saanso ki garm leharo se dil ke taaro ko gudgudati ho arre in sab baato ka matlab puchhe to rang chehare ka laal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho l : chup bhi rahiye ye kya qayamat hai aap ki bhi ajib aadat hai itna hungama kisliye aakhir pyaar hai yaa koi musibat hai jab bhi miltey ho jaane tum kya-kya ulte-sidhe savaal karte ho jaaneman tum kamaal karti ho k : mastiyaan si fazaan pe chhaayi hain vaadiyaan rang mein nahaai hain l : narm-sabz-ped shokh phulon ne makhmali chhaadaren bichhaayii hain k : aah, chhodo sharamaanaa aise mausam me tabiyat kyon nihaal karti ho ho! jaaneman tum kamaal karti ho l : jab bhi milte ho jaane tum kya-kya ulte-sidhe savaal karate ho jaaneman tum kamaal karte ho