Asha Bhonsle

Asha Bhonsle - Sajan Aa Jaao lyrics

Your rating:

saajan aa jaao - 4

waada yeh karle pyaar mein

kabhi hum juda na honge

saajan aa jaao - 2



(raaton mein tu, nindon mein tu

khwaabon mein hain tu hi tu

tu hai mere dil ki khushi

jine ki tu aarjoo) - 2

waada yeh karle pyaar mein

kabhi hum juda na honge

saajan aa jaao - 2



(rutha jo tu mujhse kabhi

mar jaayungi jiteji

tu jo nahi, tere bina

kya hai meri jindagi) - 2

waada yeh karle pyaar mein

kabhi hum juda na honge

saajan aa jaao - 2



(ye jaan rahe, ya na rahe

hum dur honge nahi

ho ye jahaan, ya ho jahaan

tu hai jahaan main wahi) - 2

waada raha yeh pyaar mein

kabhi hum juda na honge

saajan aa jaao - 2
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Estonian

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found