Alka Yagnik

Alka Yagnik - Main To Hoon Paagal Munda lyrics

Your rating:

Main to hoon paagal munda tu hai meri soni kudi

Ya ya

Hey main to hoon paagal munda tu hai meri soni kudi

Ya ya

Haan leke dil ke pinjare ko bulbul meri kahan udi



Raste mein khada hai

Zidd pe kyon uda hai

Mere peechhe pada hai

Tu deewana bada ha

Rabba aayi museebat badi



Main to hoon paagal munda tu hai meri soni kudi

Ya ya

Haan leke dil ke pinjare ko bulbul meri kahan udi



Patli kamar se thumka jo maare

Ho jaayein paagal saare kanwaare

Hay patli kamar se thumka jo maare

Ho jaayein paagal saare kanwaare

Mirchi ke jaisi boli

Neinon se maare goli

Dekho to chehre se lagti hai bholi



Dekha kahin na aisa anari 

Ulti chalaaye chaahat ki gaadi

Meri marzi na jaane

Meri baatein na maane

Chhede hai raahon mein karke bahaane



Phurrrrrrrrr



Main to hoon paagal munda tu hai meri soni kudi

Ya ya ya ya ya

Leke dil ke pinjare ko bulbul meri kahan udi



Ya ya



Teekhi haseena meethi kataari

Kab tak rahegi aise kunwaari

Teekhi haseena meethi kataari

Kab tak rahegi aise kunwaari

Leke main doli aaoon

Haathi ghode bhi laaoon

Deewani dulhan main tujhko banaoon



Teri hai teri meri jawaani

Main bhi banoongi khwaabon ki raani

Jaldibaazi na karna

Aise aahein na bharna

Teri hi baahon mein hai jeena marna



Hay main to hoon paagal munda tu hai meri soni kudi

Ya ya 

Hey leke dil ke pinjare ko bulbul meri kahan udi



Raste mein khada hai

Zidd pe kyon uda hai

Mere peechhe pada hai

Tu deewana bada ha

Rabba aayi museebat badi



Haan main to hoon paagal munda tu hai meri soni kudi

Ya ya

Hoy leke dil ke pinjare ko bulbul meri kahan udi
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: English

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found