Abhijeet

Abhijeet - Tu Sapana Hain lyrics

Your rating:

tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa - 2

tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa

aaisa lagat hain maine kahi - 2 pehle bhi hain tujhe dekha

tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa

tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa



haseen waadiyon ki khushbu hain tu

parvat ke jharnon ki jhar jhar hain tu

rangeen fizaaaon ka chhalka nasha

dilkash nazaaron ka jaadu hain tu

tu manzil hain ya kaarvaan pehle bhi hain tujhe dekha 

tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa

tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa



ghata hain ke zulfen pareshaan hain tu 

adaaon se khud apani nadaan hain tu

tu chaand jo raat roshan kare 

tammana bhi tu dil ka armaan bhi tu

tu hain pari ya apasara 

tu geet hain ek madbhara

pehle bhi hain tujhe dekha

tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa

tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa

aaisa lagta hain maine kahi - 2 pehle bhi hain tujhe dekha

tu sapana hain ya haqeeqat hain mujhko bataa

tu tohfaa hain ya inaayat hain mujhko bataa
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found