Zafar Ali
Zafar Ali - Rangeen lyrics
Your rating:
Rangeen hai tu rangon se bhi ziada Shokh lagti ho rah ke bhi saada Le jayenge tujh ko utha ke Tere bina laage na mora jiya Rangeen hai tu rangon se bhi ziada Shokh lagti ho rah ke bhi saada Le jayenge tujh ko utha ke Tere bina laage na mora jiya Rangeen hai tu rangon se bhi ziada Shokh lagti ho rah ke bhi saada Hansti hai to aankhon se masti hai chalakhti Hansti hai to aankhon se masti hai chalakhti Honthon pe malhaar hai Gaalon pe singhar hai Teri tara to koi aur nahin lagti Rangeen hai tu rangon se bhi ziada Shokh lagti ho rah ke bhi saada Le jayenge tujh ko utha ke Tere bina laage na mora jiya Rangeen hai tu rangon se bhi ziada Shokh lagti ho rah ke bhi saada Ni ni sasa Ni ni sasa garega... Mera aik sapna Ho ghar aik apna Ho ghar aik apna Chaiye ho bahar Jahaan na ho intezar Jahaan meri kahani tere saath meri jaani Meri jaan tu haseen sub se ziada Shokh lagti ho rah ke bhi saada Le jayenge tujh ko utha ke Tere bina laage na mora jiya Rangeen hai tu rangon se bhi ziada Shokh lagti ho rah ke bhi saada Kahe tu na maane Ab choro yeh bahane Kahe tu na maane Ab choro yeh bahane Rut hai bahaar ki Jiya beqarar ki Dekho shuro hue pyar ke afsane Rangeen hai tu rangon se bhi ziada Shokh lagti ho rah ke bhi saada Le jayenge tujh ko utha ke Tere bina lage na mora jiya Rangeen hai tu rangon se bhi ziada Shokh lagti ho rah ke bhi saada Le jayenge tujh ko utha ke Tere bina laage na mora jiya Rangeen hai tu rangon se bhi ziada Shokh lagti ho rah ke bhi saada