Udit Narayan

Udit Narayan - Udja Kale Kawan - Search lyrics

Your rating:
Udja Kale Kawan Tere Moowich Khandpaanwa

Le Ja Tu Sandesha Mera Main Sadke Jaawaan

Baagon Mein Phir Jhule Padgay Pak Gayean Mithiyaan Ambiyan

Yeh Chhoti Se Zindagi De Raataan Lambiyaan Lambiyaan

Oh Ghar Aaja Pardesi Ke Teri Meri Ek Zinddee

Oh Ghar Aaja Pardesi Ke Teri Meri Ek Zinddee



Kitni Dard Bhari Hai Teri Meri Prem Kahani

Kitni Dard Bhari Hai Teri Meri Prem Kahani

Saat Samundar Jitna Apni Aankhon Mein Hai Pani

Main Dil Se Dil Mujh Se Karta

Main Dil Se Dil Mujh Se Karta Hai Jab Teri Baaten 

Saawan Aane Se Pehle Ho Jaati Hai Barsaaten 

Oh Ghar Aaja Pardesi Ke Teri Meri

Oh Ghar Aaja Pardesi 

Oh Ghar Aaja Pardesi

Oh Ghar Aaja Pardesi Ke Teri Meri Ek Zinddee

Oh Ghar Aaja Pardesi Ke Teri Meri Ek Zinddee



Parbat Kitne Unche Kitne Gehre Hote Hai

Parbat Kitne Unche Kitne Gehre Hote Hai

Kuch Mat Puchho Pyaar Pe Kitne Pehre Hote Hai 

Ishq Mein Jaane Kya Ho Jaata Hai Yeh Rab Hi Jaane

Tod Ke Saari Deewaren Mil Jaate Hai Deewane

Oh Le Ja Mujhe Pardesi Ke Teri Meri Ek Zinddee

Oh Le Ja Mujhe Pardesi Ke Teri Meri Ek Zinddee

Oh Le Ja Mujhe Pardesi Ke Teri Meri Ek Zinddee

Oh Le Ja Mujhe Pardesi Ke Teri Meri Ek Zinddee
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Estonian

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found