Strings (PK)
Strings (PK) - BOUND BY FAITH movie - Kaise Kahu Main Yeh Pyar Kya Hai lyrics
Your rating:
ismein hi jeene ka saar chhupa hai kaise kahu main yeh pyar kya hai - 2 amrit ka pyala jag ka ujala pyar se har mann banta shivala ganga tale mann bachapan ka ??? pyar se mehke saanson ki maala pyar hain aasha naino ki bhasha pyar bina hai jag pyasa pyasa pyaar ki peeda hi apani dava hai kaise kahu main yeh pyar kya hai - 2 look in my eyes and feel the pain give me yours all the years i have been waiting just for you share my dreams lady share my life kiss the freedom i can change the world for you ??? strings love,strings of heart , strings of words makes love divine like a river flowing through sea flowers seeding throught the beed thats the way straight to love ???? pyar samarpan dishaaon ka bandhan bhaavon ka chumban khaamosh gunjan pyar manan hai anvit chuwan hai pyar hi darshan pyar hi nayan hai pyar hi trishna pyar hi preeti - 2 pyar hi krihna radha ki murti pyar na jaane kisne racha hai kaise kahu main yeh pyar kya hai - 2 ismein hi jeene ka saar chhupa hai