Sonu Nigam

Sonu Nigam - Mela Dilon Ka Aata Hai lyrics

Your rating:

mela dilon ka aata hai ik baar aake chala jaata hai 

aate hain musaafir jaate hain musaafir 

jaana hi hai unako kyon aate hain musaafir 

mela dilon ka ... 



hans le ga le ye din na milenge kal 

thodi khushiyaan hain thode se ye pal 

ek baar phir chali jaayen jo ye bahaaren 

laut kar na aayengi gujari bahaaren 

mela bahaaron ka aata hai ik baar aake chala jaata hai 

aati hain bahaaren jaati hain bahaaren 

jaana hi hai unako kyon aati hain bahaaren 

mela dilon ka ... 



saajan ek tujh pe bharosa hai 

is bheed mein ek tu hi mera hai 

mausam badale badale zamaana 

vaada kiya jo vaada nibhaana hai 

haathon ki lakeeren gaayen ye taraana 

mar kar bhi ye rishta hai hamako nibhaana 

mela dilon ka ... 



aai re javaani jaise rut toofaani 

pagali ye deevaani main kya karoon 

mela javaani ka aata hai ik baar aake chala jaata hai 

aati hai javaani jaati hai javaani 

jaana hi hai usako kyon aati hai javaani 

mela dilon ka ...
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Estonian

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found