Shailendra Singh
Shailendra Singh - Pari Ho Aasmaani Tum lyrics
Your rating:
aaj ki shaam is mehfil mein aapke pasandida qavvaal chulbule asraani saahab ko bulaaya gaya tha magar achanak tabiyat kharaab hojaane ki wajah se vo chulbule gulbule se gulgule hokar bulbule ho chuke hain isliye yahaan nahi aa sake unke na aane ki main zanaab karnal tipsi se muaafi chaahta hu is guzaarish ke saath ki unki ye haseen mehafil saaz aur aavaaz ke jaadu se meharuum nahi rahegi agar mere seene mein dil hai aur us dil mein tadap aur uska asar tadap laazmi hai apne aavaaz se sab dilon ko jitne ka vayada to nahi kar sakta par huzur agar ye naacheez agar ek raat mein ek dil bhi jeet saka to meri qismat chamak uthegi shailendra: haan ... kya ishq ne samjha hai kya husn ne jaana hai ham kaak haseeno ki thokar mein zamaana hai (pari ho aasmaani tum magar tum ko to paana hai) - 5 muhabbat kaise karte hain haan muhabbat kaise karte hain zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai ko: zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai haan mohabbat kaise karate hain ko: kaise karte hain mohabbat haan haan mohabbat kaise karte hain ko: kaise karte hain mohabbat kaise karte hain mohabbat dikhaana hai ko: dikhaana hai dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai ko: zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai pari ho aasmaani tum magar tum ko to paana hai aa: husn kaha tu kaun hai maine kaha shaida tera husn kaha takta hai kya maine kaha surat teri a usne kaha kya chaahiye maine kaha ulfat teri usne kaha mumkin nahi maine kaha yu hi sahi ko: usne kaha mumkin nahi maine kaha yu hi sahi ho meri tamanna dilbar jaana khel nahi ko: ishq hai saaye mein talvaar ke aana khel nahi hai ko: ishq hai yu hosh gaanvaana ko: ishq hai ye haal banaana ko: ishq hai is dar tak aana ko: ishq hai aavaaz lagaana ko: ishq hai yu hosh ganvaana ye haal banaana is dar tak aana sada lagaana ko: ishq hai ishq hai ishq vo nagma sun ke jise are ishq vo nagma sun ke jise mehlon ke parde jalte hain ko: mehlon ke parde jalte hain ishq vo nagma sun ke jise sun ke jise vo nagma sun ke jise mehalon ke parde jalte hain jalte hain jalte hain jalte hain jalte hain tum chale aaoge aeji tum to chale aaoge aaise aag pe jaise chalte hain ko: aag pe jaise chalte hain (haan karo na meharbaani tum magar tum ko to paana hai) - 2 (mohabbat kaise karte hain ) - 2 zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai ko: zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai laaya tha main daave jigar tumne to dekha bhi nahi aaya tha main kis pyaar se tumne to puchha bhi nahi la la ... patthar laga jab qais ko mashahuur-e-aalam ho gaya ko: patthar laga jab qais ko mashahuur-e-aalam ho gaya zakhmi hua farahaad to duniya mein maatam ho gaya ko: zakhmi hua parahaad to duniya mein maatam ho gaya ho mera zakhm koi kya zaane jo seene ke neeche hai mujhape teer chalaane vaala parade ke pichhe hai vo parada nasheen hai ko: parade mein vo zohara zabeen hai ko: parade mein vo sabase haseen hai ko: parade mein vo aaj yaheen hai ko: parade mein vo parada nasheen vo zohara zabeen vo sabase haseen vo aaj yaheen hai ko: parade mein ab dikhalaaye jo bhi najar ab dikhalaaye jo bhi najar vo aaj divaana dekhega ko: vo aaj divaana dekhega ab dikhalaaye jo bhi najar ji bhi najar dikhalaaye jo bhi najar dikhalaaye divaana aaj dekhega dekhega dekhega dekhega dekhega phir jab meri shaam sajegi phir jab meri shaam sajegi saara zamaana dekhega saara zamaana dekhega ko: saara zamaana dekhega chhupo ai yaar zaani tum magar tum ko to paana hai - 2 (mohabbat kaise karate hain ) - 2 zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai ko: zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai pari ho aasamaani tum magar tum ko to pana hai ko: (paana hai tum ko paana hai) - 4 aashaa: pari ho aasamaani tum magar tum ko to paana haithreedots mahazabeen hai ko: aaha naazaneen hai ko: aaha ai haseen ko: naazaneen aaha ko: mahazabeen mahazabeen naazaneen ai haseen tum ko to paana hai tum ko to paana hai - 4 mohabbat kaise karate hain - 2 zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai ko: zamaane ko dikhaana hai zamaane ko dikhaana hai