Nusrat Fateh Ali Khan
Nusrat Fateh Ali Khan - Sanson Ki Mala lyrics
Your rating:
music... (1 min) sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa yehi meri bandagi hai yehi meri pooja sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam ek ka sajan mandir maiN ek ka preetam masjid maiN aur mein sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam papeehay oh papeehay tu yeh kiyoon aanso bahaata hai zubaan pe teri pee pee kis liyeh reh reh ke aata hai sadaye dard o gham kiyoon ddardmandoon ko sunata hai jo khudhi jal raha hoon aur kiyoon us ko jalaata hai kaatoon tori choonch paheeha raam daroon pe loon mein pee ki aur pee mora tu pee kahay hai kaun sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam her qismat ke haath hein kiss bandhan ki laaj mein ne tou bandhan likh diya sawarya ke naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam mein pee ki morat ko poojoon mein pee ki suurat ko poojon her dam... sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa... Saanson ki mala pe simruuN main pee ka naam pe ke naam kahoon mein pujari naam pee ka her saans mein wari simroon mein pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam hum aur nahi kacho kaam ke matware pee ke naam ke sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Aaa sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sajni baati kab likhoon jo preetam ho pardes tan mein mun mein piya basay bhejon kisay sandes mein sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam her her mein hai her basay, her her ko her hai her ki aas her ko her her dhoond phiri, aur her hai more paas sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam Vocables sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam deen dharam sub choor ke mein to pee ki dhun mein sud bud khoyi chit jaaon gun pee pee ke gaaon aur nahi koi doja kaam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sa re re ga sa re ga re re re ga sa pa ma ma ga ga re re re sa sa pa ma re re re ma ga... Vocables (9: 40) sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne mun ki mein jaanon aur pee ke mun ki raam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne mun ki mein jaanon aur pee ke mun ki raam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam prem ke rung mein aisee doobi, bun gaya aik hee roop prem ki mala japte japte aap bani mei shyaam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam prem ki mala japte japte aap bani mei shyaam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi prem ke rung mein aisee doobi aisee dobi prem ke rung mein aa piya in nainan mein jo pankh daanp ohe nu na mein dekhon ghair ko na tohay dekhan doon aise doobi prem ke rung mein preetam hum tum aik hein, jo kehen sunan mein do hum tum aik hein preetam hum tum aik hein mun ko mun se toliyah aur to mun qubool na ho aise doobi prem ke rung mein preetam tumre sung hai apna raaj suhaag tum naahi to kacho nahi tum mile to jaage bhaag aise doobi prem ke rung mein augan pooja paat tajay aur laga prem ka roug preetam ka bus dheyan rahay yehi hai apna joob aise doobi prem ke rung mein haath churawat jaat ho, jo nirmil jaan ke mohe hirde mein se jaawat ho tab mein jaanon tohe aise doobi prem ke rung mein vocables... aise doobi prem ke rung mein (15: 00) vocables... doobi doobi doobi aise doobi prem ke rung mein her dam dekho mora peharwa sadarahat more ghar naahi ander baahir aap wohi hai mein naahen mein naaheen aise doobi prem ke rung mein joganya ka bhes bana ke pee ko dhondan jaaon ree nagri nagri dwaare dwaare pee ki shabad sunaon gi taras bikhari jag mein ho ke darshan bhichya paaon gi tan mun un per waroon pee ki joganya kehlaoon ree aise doobi prem ke rung mein prem ke rung mein aise dobi bun gaya aik he roop prem ki maala japte japte aap bani mein shayaam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam prem ke rung mein aise dobi bun gaya aik he roop sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam preetam ka kuch dosh nahi hai, wo to hai nirdosh apne aap se baatein ker ke hoo gayi mein badnaam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne aap se baatein ker ke hoo gayi mein badnaam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam prem piyala jab se piya hai, jee ka hai yeh haal deedar pe neend aa jaye kaanton pe aaram sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam 23: 00 jeevan ka sanghar hai preetam, maang ka hai sandoor preetam ki nazroon se gir ker jeena hai kiss kaam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam preetam ki nazroon se gir ker jeena hai kiss kaam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam vocables... sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam 27: 30 sa re ga re da re sa... sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam apne man ki main jaanuuN aur pee ke man ki Raam... sanson ki mala pe simruuN main pee ka naam simroon mein pee ka naam simron mein pe ka naam simroon mei pee ka naam.