Noori
Noori - Suno Kay Mein Hoon Jawan (album) lyrics
Your rating:
Hum Bhoolay dil meray ro lay kia kia tu bolay main sun raha hoon sadaa kaisay kahoon main pathar bohot hain phoolon ke rastay ja o saathi re inn rahon ko tu jaan le diya na batti sangee na saathi koi nahi hai teraa kaisey kahoon main pathar bohot hain phoolon ke rastay ja o saathi re in rahon ko pehchaan le hum bhoolay duniya bhoolay hum bikhrey ab ka rona beeti yaadon ke sayay ab hain paraayey iss chaaon ko tu bhool ja sunn ley dil meray ro lay kia kia tu bolay main sun raha hoon sada dariya na saahil toofan manzil kaanon main hai shor sa kaise kahoon main maujein bohot hain phoolon ke rastay ja o saathi re in maujon ko tu jaan ley hum bhoolay duniya bhoolay hum bikhrey ab ka rona beeti yaadon ke sayay ab hain paraayey iss chaaon ko tu bhool ja sunn ley dil meray ro lay kia kia tu bolay main sun raha hoon sada BoL Sayay thay parchaayon main kyoon main khoya taarey thay andheron main kyun main roya dil re dil ro anjaane rahi bolay dil de dil kho mann mera mann main bola re rotee mere akhiyan bole bastay hain dil main rog deewana dil bus itna bolay sun yaar bol ab dil ke bol manne re sun le yaara bol munn bol dil tu gaye re yeh aahain sun yaara chupti nahi is dil main sun sathee sun yaara bastee nahi is dil main dil yaara bolay mera jag se na darna phoolon ki kaliyon se naatay jodh dil yaara mera phir bhi hai akela lagey nahi mera munn is ore dil re dil ro anjaane rahi bolay dil de dil kho mann mera mann main bola re rotee mere akhiyan bole bastay hain dil main rog deewana dil bus itna bolay sun yaar bol ab dil ke bol manne re sun le yaara bol munn bol dil tu gaye re yeh aahain sun yaara chupti nahi is dil main sun sathee sun yaara bastee nahi is dil main bol manne re sun le yaara bol munn bol dil tu gaye re bol manne re sun le yaara bol munn bol dil tu gaye re yeh aahain sun yaara chupti nahi is dil main sun sathee sun yaara bastee nahi is dil main Dil Ki Qasam waaday hain iraadey hain hum se poocho tum dil ki baatein hain dekhi hain humne jo raahein chubhey kaante hain soonee raatain hain yeh dil tham jaye na khwabon main kho jayien na keh raah baqee hai in raaton main hum duniya badlien ge hum ne khaayi hai dil ki qasam aasmaan choo leyngey choo leyn ge hum dil ki raah dhoondayn gay ke dil ne jhelay hain kitne situm rotee yaadon ko bhoolayngey bhooleyngey hum sada hai dil ki rukna nahi tum khona nahim rukna nahin jeevan se haaray ab tu kia pukaarey bhoolo na tera koi nahi ho tera dil lagay nahi re ho mera mun dolay nahi re ab jagay rahee bolay mahee re hum duniya badlien ge hum ne khaayi hai dil ki qasam aasmaan choo leyngey choo leyn ge hum dil ki raah dhoondayn gay ke dil ne jhelay hain kitne situm rotee yaadon ko bhoolayngey bhooleyngey hum hum duniya badlien ge hum ne khaayi hai dil ki qasam aasmaan choo leyngey choo leyn ge hum hum duniya badlien ge hum ne khaayi hai dil ki qasam aasmaan choo leyngey choo leyn ge hum dil ki raah dhoondayn gay ke dil ne jhelay hain kitne situm rotee yaadon ko bhoolayngey bhooleyngey hum badleyngey... badleyngey badleyngey... badleyngey dil ki raah dhoondayn gay ke dil ne jhelay hain kitne situm rotee yaadon ko bhoolayngey bhooleyngey hum Jaa Re bholay tu bhi na jaaney kya bolay sunn ke bol hum dolay dil ke raaz tu kholay saaray jahaan se kahay bholay jag saara jub roothay laagay naahi mann doobay dil ke taarey tootay saaray jahaan se kahay jaa re jaa re hum naheen bolein pyaar ke bol toadray jug ki dore hum choray saara jahaan bholay saara jahaan dil choray bhola re saara jug roothay na saara jug bolay dil le le jaan bhi le le jaa re jaa re hum naheen bolain pyaar ke bol daikhain waaday toaday jo jaa re jaa re hum naahin bolain pyaar ke bol bholay russ gayay chor na jaana kabhi humain jaa re jaa re hum naahin bolein pyaar ke bol bholay jug se na bolay dil toaray rootho na jaa re jaa re hum naahin bolien pyar ke bol toaday waadey hum chooray saara jahaan Dil Bolay Tann dolay jab baar baar baar dil bolay ab aar hai ya paar jo nahin janey woh sun le mere yaar ab maano nahi haar yahi to teri apni hai zameen kyun na de gi ab tujh ko yeh qaraar jo nahi jaaney woh sun ley merey yaar ab mano nahi haar ab chahay dil mera sach bolna tham jaey zindagi na dolna maa meri maa mujh ko na chorna mitt jaye bandagi par haar kar ab tu kyun jeeyay beet jayay zindagi par dil tera kyun jaagey na teri naiyya hai us paar Tann dolay jab baar baar baar dil bolay ab aar hai ya paar jo nahin janey woh sun le mere yaar ab maano nahi haar yahi to teri apni hai zameen kyun na de gi ab tujh ko yeh qaraar jo nahi jaaney woh sun ley merey yaar ab mano nahi haar lagey tere aas jab tootna dhall jaye gham tum na bhoolna ghoom jaye tu kahin to raahon ka pata tu dhoonday chup jaye har khushi par aarzoo tu choray na tera rona hai bekaar Tann dolay jab baar baar baar dil bolay ab aar hai ya paar jo nahin janey woh sun le mere yaar ab maano nahi haar yahi to teri apni hai zameen kyun na de gi ab tujh ko yeh qaraar jo nahi jaaney woh sun ley merey yaar ab mano nahi haar ab nahi tham sakey woh toofaan ab nahi mar sakey teree dhal hai ab tera eeman tujhe banna hai insaan kabhi na kabhi to jaagey josh tera loot ley yeh gharee anmol kabhi na kabhi to jhoomay munn tera jhoom ley keh yeh khushi kay hain bol teray tann main terey mann mein har tarang mein bajh raha dhol tu hai ek heera anmol Tann dolay jab baar baar baar dil bolay ab aar hai ya paar jo nahin janey woh sun le mere yaar ab maano nahi haar yahi to teri apni hai zameen kyun na de gi ab tujh ko yeh qaraar jo nahi jaaney woh sun ley merey yaar ab mano nahi haar ho tann dolay jab baar baar baar dil bolay ab aar hai ya paar jo nahin janey woh sun le mere yaar ho ab maano nahi haar Neend Aaye Na yeh dil ab manay na in raahon ko jaaney na bhooli hui in baaton mein jeevan ko pehchaaney na jagay hain mere mann main kayee armaan dhoond na paye khushiyon ke rangon main ghum bhi hain meri jaan dhoondey kahaan yaara neend aaye na yeh dil ab toot jaye na yaara ab neend aaye na ke hum kaheen bhool jaye na sun le sada ai khuda mera dil ab tanha roay yeh dil ab dhoonday na pinhaan hain lab bolien na jo waadey tootay hain un waadon ko bholay na apni zameen main khoyay huay hain jahaan dhoond na paye munn ki muraadon main doobay huay hum kahaan bhoolo yeh na yaara neend aaye na yeh dil ab toot jaye na yaara ab neend aaye na ke hum kaheen bhool jaye na sun le sada ai khuda mera dil ab tanha roay haan bastey hain mere mann main kayee armaan dhoond na paye khushiyon ke rangon main ghum bhi hain meri jaan bhoolo yeh na yaara neend aaye na yeh dil ab toot jaye na yaara ab neend aaye na ke hum kaheen bhool jaye na yaara ab neend aaye na yeh dil ab toot jaye na yaara ab neend aaye na ke hum kaheen bhool jaye na yaara ab neend aaye na yeh dil ab toot jaye na yaara ab neend aaye na ke hum kaheen bhool jaye na yaara ab neend aaye na yeh dil ab toot jaye na yaara ab neend aaye na ke hum kaheen bhool jaye na Doobara Phir Se (Sohni Chadd De Mahiwal) wai tu meri gall man ley sohniyay, mohniyay, sohniyay vakh hovay pyar peedh kath honiyay meri mann mohniyay chadd sarey kheday hunn tu chall ney mere naal aaja mere veday sohni chad de mahiwal main jana dil nu pana chann di channi lai chaley jithay naal main jaana dholna tu chal di mere naal fir pana jo vi aana kaun vekh tera haal mar jana re jana ai likhan di ai chaal wai tu meri val tak lai sohniyay, mohniyay, sohniyay kakh hovay yaar jind ne vakh honiyey meri mann mohniyay chadd sarey kheday hunn tu chall ney mere naal aaja mere veday sohni chad de mahiwal main jana dil nu pana chann di channi lai chaley jithay naal main jaana dholna tu chal di mere naal fir pana jo vi aana kaun vekh tera haal mar jana re jana ai likhan di ai chaal GaaNa #1 (Jhoomay) saarey jag ke chaley avazaar ab chaaon ki hai talaash sapney bontey chalien khaali haath hai raat ka intezaar jo bhi jahaan milay koi saath ke yeh dil ki hai baat kabhi nahi chupay yeh raaz ab tham gayi hai talaash jhoomay saari zameen jhoomay aasmaan koi gham naheen nach saara jahaan kyun khoi waheen meri jaan ab paas aao na yeh khoi khoi soi soi aankhen meri kabhi jaagain nahi kabhi jaagi jaag lo yeh doobi doobi aanhien sooni sooni raahien jaan lo maan lo ab jo mann bolay nahi chup na jaye kahin nahi jaagey nahi jaaney nahi maaney maan lo jhoomay saari zameen jhoomay aasmaan koi gham naheen nach saara jahaan kyun khoi rahi meri jaan ab paas aao yahaan la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la jhoomay saari zameen jhoomay aasmaan koi gham naheen nach saara jahaan kyun khoi rahi meri jaan ab paas aao yahaan jhoomay saari zameen jhoomay aasmaan koi gham naheen nach saara jahaan la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la Khalla tum ne apne ehsaas ko maar diya phir tum ne us ki mayyat ko jala diya anb tum is ki raakh par kharey ho aur tumharai insaaniyat aur tumhaarey darmaiyaan ek khalla hai khalla hai (x5) main tum hum akele hain bekali ki chaoon main hum behis jeetay hain jeetay hain aarzo ab chupi hai kahaan us dayaar-e-khaamoshi main yeh dil hia jahaan woh jahaan ab nahi hai par woh hai kahaan hum hain kahaan ghaafir hai saaye main apne jahaan hum hain wahaan ab lagey aise jaise zameen se bohot door ab jaise aur aagey barhney pe hain majboor bohot door jaise chaan tarey pooch te hain mijhse kahaan hai teri zindagi kahaan hai tukahaan tu ab nahi hai par woh hai kahaan hum hain kahaan ghaafir hai saaye main apne jahaan hum hain wahaan ab nahi hai par woh hai kahaan hum hain kahaan ghaafir hai saaye main apne jahaan hum hain wahaan ab nahi hai par woh hai kahaan hum hain kahaan ghaafir hai saaye main apne jahaan hum hain wahaan ab nahi hai par woh hai kahaan hum hain kahaan ghaafir hai saaye main apne jahaan hum hain wahaan Jaana Tha Humne la-la-la-la la-la-la-la-la-la-la la-la-la-la la-la-la-la-la-la-la la-la-la-la la-la-la-la-la-la-la la-la-la-la la-la-la-la-la-la-la la-la-la-la la-la-la-la-la-la-la la-la-la-la la-la-la-la-la-la-la-la meri soi himmat jaagey duniya hai mere aagey jawaan hoon main jawaan jeekay khwaab peechay chorain jeewan se naata jorain rawaan hoon main rawaan diye ko na bujhaana duniya ko hai sajana bhulaana na bhulaana dil ne ab hai jaana badley ga yeh zamaana tu ja-a-a-a-a-a-a-a jaana tha humne ab jaayien kahaan paana tha jo bhi woh hai paana yahaan ab himmat se hai mera saara jahaan main dhoondon ga sab nishaan main chooloonga sarey aasman la-la-la-la la-la-la-la-la-la-la la-la-la-la la-la-la-la-la-la-la la-la-la-la la-la-la-la-la-la-la la-la-la-la la-la-la-la-la-la-la-la saarey yaar tujhe se roothain teri aarzoo na tootay jawaan ho tu jawaan zindagi main gham hain saare zindagi se tu na haarey rawaan ho tu rawaan diyay ko na bujhaana duniya ko hai sajaana bhulaana na bhulaana dil ne ab hai jaana badlay ga yeh zamaana tu ja-a-a-a-a-a-a-a jaana tha humne ab jaayien kahaan paana tha jo bhi woh hai paana yahaan ab himmat se hai mera saara jahaan main dhoondon ga sab nishaan main chooloonga sarey aasman jaana tha humne ab jaayien kahaan paana tha jo bhi woh hai paana yahaan ab himmat se hai mera saara jahaan main dhoondon ga sab nishaan main chooloonga sarey aasman la-la-la-la la-la-la-la-la-la-la la-la-la-la la-la-la-la-la-la-la main dhoondon ga sab nishaan main chooloonga sarey aasman Ooncha Hoon Main Ooncha hoon main girna nahi chahta chahay moun jaley ja tann jaley Oonchi meri dunya aur khayal ke jaley jo koi to meri bala se oonchi zameen us pay oonchay makaan aur oonchay hain log oonchay khayaal par neecha hai dil aur neechaya imaan aur neecha zameer us pe oonchi yeh shaan yeh shaan bohot oonchi hai aur main pareshan kay dil hai kyun bejaan roti meri aankhen dil bhar aata ab zindagi hai kahaan aur dil ki lagi paaon main kahaan oonchi zameen us pay oonchay makaan aur oonchay hain log oonchay khayaal par neecha hai dil aur neechaya imaan aur neecha zameer us pe oonchi yeh shaan aur na koi dil diyan meriyan qadran pehchaaney main jogan mar jaavan zamaaney di meriyan ramda pechaanay mein jogan ujar dee aye shamaan mere naal oonchi zameen us pay oonchay makaan aur oonchay hain log oonchay khayaal par neecha hai dil aur neechaya imaan aur neecha zameer us pe oonchi yeh shaan Tum Hans Diyay bolo na dil kholo na apnon se moun moro na tera hai jo sapna us sapne ko toro na jeena hai jin rangon mein un ragon ko choro na kaanton ke is chaman mein sitaaron ki lagan mein nahi rona yaara na rona suno na dil ki pukaar tum hansna hans ke jhoon mere dholna ab aaye bahaar lagey jag soona tera dil maaney na haar bolo na tum dekho na is jeevan ko dhoondo na jaana hai jin raahon par un raahon ko choro na ja raha hai ab dil tera is dil ko tum roko na kaanton ke is chaman mein sitaron ki lagan mein nahi rona yaara na rona suno na dil ki pukaar tum hans na hans ke jhoom mere dholna ab aaye bahaar lagay jab soona tera dil maane na haar bolo na dil kholo na apnon se moun moro na tera hai jo sapna us sapne ko toro na nahi rona yaara na rona suno na dil ki pukaar tum hans na hans ke jhoom mere dholna ab aaye bahaar lagey jag soona tera dil maaney na haar sun le pukaar nahi rona yaara na rona suno na dil ki pukaar tum hansna hans ke jhoom mere dholna ab aaye bahaar lage jag soona tera dil maane na haar Suno Ke Main Hoon Jawaan suno ke main hoon jawaan khula hai saara asmaan andar kadakti bijli par hai nazara darmiyan suno ke main hon jawaan sadak pe nikle lagey nahi zindagi seedhi jo nahi paaya woh hai kahaan tum kahaan hum kahaan paani hai zindagi jahaan suno ke main hoon jawaan khula hai saara asmaan andar kadakti bijli par hai nazara darmiyan suno ke main hon jawaan jhootay jo log hain un ki baatain ab nahi hum maaney jo nahi paaya woh hai kahaan tum kahaan hum kahaan paani hai zindagi jahaan suno ke main hoon jawaan khula hai saara asmaan andar kadakti bijli par hai nazara darmiyan suno ke main hon jawaan khula hai saara asmaan andar kadakti bijli par hai nazara darmiyan suno ke main hon jawaan tum kahaan hum kahaan paani hai zindagi jahaan suno ke main hoon jawaan khula hai saara asmaan andar kadakti bijli par hai nazara darmiyan suno ke main hon jawaan khula hai saara asmaan andar kadakti bijli par hai nazara darmiyan suno ke main hon jawaan ohh woah andar kadakti bijli par hai nazara darmiyan meri jaan Mujhe Roko mujhe roko ke mere lab hain aazad par koi nahi saath mujhe roko mujhe roko mujhe roko (mujhe roko) mujhe roko (mujhe roko) (mujhe roko) ke main hoon azaad (mujhe roko) ho mere dil main hai aas (mujhe roko) ab koi nahi saath (mujhe roko) hai kaali ye raat mere sar pe junoon (mujhe roko) ho meri aankhon main khoon (mujhe roko) mujge aaye na sukoon (mujhe roko) par main na rukoonga (main ab thak gaya hoon) (mere ehsasaat munjamid ho rahe hain) (ab sehen rukna nahi chahta) (dil marna nahi chahta) meri ye aarzoo ab kabhi main na rukoon tum bhi jkuch soch lo dil ko na roko (mujhe roko) ke main hoon jawaan (mujhe roko) ye meri dil ki azaan (mujhe roko) mere mann mein emaan (mujhe roko) hai mere haathon mein jaan (mujhe roko) yehi hai meri zameen (mujhe roko) hai mera pukka yaqeen (mujhe roko) ab koi nahi (mujhe roko) par main na rukoon ga ho mujhe roko ke mere lab hain azaad par koi nahi saath (mujhe roko) oh mujhe roko mera jaaga ehsaas mere mann mein hai pyaar maine todi zanjeer mera dil hai azaad mere dil main junoon yeh josheela hai khoon meri apni zameen mujhe is pe sukoon (mujhe roko) ke main hoon azaad (mujhe roko) ho mere dil mein hai aas (mujhe roko) ab koi nahi saath (mujhe roko) hai kaali ye raat (mujhe roko)mere sar pe junoon (mujhe roko) ho mere aankhon mein khoon (mujhe roko) mujhe aaye na sakoon (mujhe roko) par main na rukoon ga (mujhe roko) mujhe roko (mujhe roko) mujhe roko (mujhe roko) mujhe roko (mujhe roko) mujhe roko (mujhe roko) mujhe roko (mujhe roko) par main na rukoon ga Manwa Re Phool Ki Daal Pay Ga Ray Kaaray Dil Jhoom Kay Ga Ray Apna Har Dard Chupa Kay Naach Aur Sub Ko Nacha Ray Mukh Pay Ghoongat Daalay Naina Do Matwaalay Aaj Koi Chala Hai Saj Kay Piya Nagaria Ray Yeh Bandhan Naatay Saaray Todd Kay Manwa Ray Oh Manwa Ray Ho Manwa Ray O Manwa Ray Na Tadpa Ray Agan Dil Ki Na Sulga Ray Na Bhadka Ray Na Chalka Ray Yeh Naina Ray O Manwa Ray Ho Manwa Ray Na Tadpa Ray Agan Dil Ki Na Sulga Ray Na Bhadka Ray Na Chalka Ray Yeh Naina Ray O Manwa Ray Rayt Ka Mehal Banaaya Haath Teray Kuch Na Aaya Jot Meray Dil Ki Ujdi Aas Ka Diya Bujhaaya Bichdi Yaadein Dekay Pyar Sab Say Lekay Aaj Koi Chala Hai Saj Kay Piya Nagaria Ray Yeh Bandhan Naatay Saaray Todd Kay Manwa Ray Oh Manwa Ray Ho Manwa Ray O Manwa Ray Na Tadpa Ray Agan Dil Ki Na Sulga Ray Na Bhadka Ray Na Chalka Ray Yeh Naina Ray O Manwa Ray Oh Manwa Ray.. Ho Manwa Ray.. Meda Sohna Sada Jeevay Kissay Shey Da Na Ghum Theevay Na Ghum Theevay Sada Jeevay Na Ghum Theevay Sada Jeevay Sada Jeevay.