Nadeem Shaikh

Nadeem Shaikh - Teri Ankhon Ki Masti lyrics

Your rating:
Teri ankhon ki masti mein
Teri ankhon ki masti mein
Is dil ki basti mein
Is dil ki basti mein
Koi nahi tere siwa meri hasti mein
Teri ankhon ki masti mein

1)Hum tum jab mile
Phool dil main khile
Pyaar ke silsile
Ishq ke qaafley

Hum tum jab mile
Phool dil main khile
Pyaar ke silsile
Ishq ke qaafley

Yunhi chalte rahe hain
Yunhi chalte rahe ge

Yunhi chalte rahe hain
Yunhi chalte rahe ge

Naino se nain yunhi milte rahenge

Teri ankhon ki masti mein

2)Aarzu ki tarah
Justuju ki tarah
Meri saanso main tu
Khushbu ki tarah

Aarzu ki tarah
Justuju ki tarah
Meri saanso main tu
Khushbu ki tarah

Yunhi milte rahe hain
Yunhi milte rahenge

Yunhi milte rahe hain
Yunhi milte rahenge

Sapno ke deep yunhi jalte rahenge

Teri ankhon ki masti main
Teri ankhon ki masti main

Is dil ki basti main
Is dil ki basti main

Koi nai tere siwa meri hasti main

Teri ankhon ki masti main
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Serbian

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found