Mohammad Rafi

Mohammad Rafi - Shamma Mein Taaqat Kahaan lyrics

Your rating:
shamma mein taaqat kahaan jo ek paravaane mein hai - 2

lutf jalane mein nahin jal-jal ke mar jaane mein hai - 2

shamma mein taaqat



chaandani raaton mein aksar sochata rahata huun main

kisaki ye tasvir hai jo dil ke viraane mein hai - 2

shamma mein taaqat



may ki masti to utar jaati hai thodi der mein

zindagi bhar ka nasha aankhon ke paimaanon mein hai

shamma mein taaqat



tuu kahe to aasamaan ki dhajjiyaan kar duun sanam

aaj ik aisi hi vahashat tere divaane mein hai - 2

lutf jalane mein
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Estonian

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found