Mohammad Rafi

Mohammad Rafi - O O Teri Aankhon Mein Pyaar Maine Dekh Liya lyrics

Your rating:
o o teri aankhon mein pyaar maine dekh liya gori tu laakh chhupa

tu bhi hai beqaraar maine dekh liya sainya na baat bana



jhuki-jhuki palakein uthaao zara gori

ankhiyaan na daalo sainya ankhiyon mein mori

ab to main jaan gaya gori teri chori

teri aankhon mein pyaar



dhire-dhire chalana ye raahein anajaani

bachapan bita kaise bitegi javaani

main huun naadaan main na jaani ye kahaani

tu bhi hai beqaraar



kaahe teri batiyaan lage hain badi pyaari

maine bhi tere liye sudh hai bisaari

isako hi pyaar kahe duniya ye saari

teri aankhon mein pyaar
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Polish

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found