Mohammad Rafi

Mohammad Rafi - Ankhiyaan Apani Chhupa Ke Rakh Goriye lyrics

Your rating:
ankhiyaan apani chhupa ke rakh goriye

zamaana sharaabi ban jaayega

ankhiyaan apani chhupa



main to dekhuun mukh yaar ka main mar gaya allaah

zulfein ruk se hata ke rakh goriye

zamaana sharaabi ban jaayega

ankhiyaan apani chhupa



dekh ke tere husn ka aalam

dil hai divaana tere naam ka main mar gaya allaah

palakein yuun na jhuka ke rakh goriye

zamaana sharaabi ban jaayega

ankhiyaan apani chhupa



dekh ke tere husn ka aalam teri gali mein aana jaana

kaam yahi hai subah shaam ka main mar gaya allaah

jalave kuchh bacha ke rakh goriye

zamaana sharaabi ban jaayega

ankhiyaan apani chhupa
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found