Mohammad Rafi

Mohammad Rafi - Aasha Ke Jab Dip Bujhe... Apani Chhaaya Mein Bhagavan lyrics

Your rating:
aasha ke jab dip bujhe to man ka dip jala

jag ka rasta chhod musaafir teri raah chala



apani chhaaya mein bhagavan bitha le mujhe

main huun tera tuu apana bana le mujhe

apani chhaaya mein 



ab mujhe gam ka gam na kushi ki kushi

hai andhera bhi mere liye roshani

main jiyuun jab tak aajama le mujhe

main huun tera tuu 



dekhakar main kisi ki kushi na jaluun

raah insaaniyat ki hamesha chaluun

bhuul jaayuun to jag se utha le mujhe

main huun tera tu
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Slovak

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found