M.g. Srinivas
M.g. Srinivas - Chaandani Phool Sitaaren lyrics
Your rating:
chaandani phool sitaaren hawaayen titliyaan baadal kabhi kabhi lagta hain sirf mohabbat karne walon ke liye bane hain mohabbat karne wale na ho toh zameen aur asmaan ki saari khoobsurati ka koi matlab hi nahi rahega jaane kitni sadiyon se iss vaadi mein - 2 jhar jhar karta gun gun gata yeh jharna yun hi behta hain jaane kitni sadiyon se iss vaadi mein resham jaisi nam ghata ka yeh sata yun hi reghta hain jaane kitni sadiyon se iss vaadi mein jaane kitni sadiyon se - 2 phoolon ki vaadi inka rasta dekh rahi thi yeh donon jo anjaane hain begaane hain yeh donon jo aaj paraye hain phoolon ki vaadi mein aaye hain milne ko pyar ki kaliya donon dilon mein hain khilne ko jaane kitni sadiyon se phoolon ki vaadi inka rasta dekh rahi thi jaane kitni sadiyon se - 3