Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar - Zindagi Bebas Hui lyrics

Your rating:
zindagi bebas hui hai bekasi ka saath hai 

ek ham hain is qafas mein ya kuda ki zaat hai 



o aasmaan waale shikwa hai zindagi ka  - 2 

sun daastaan gam ki afsaana bebasi ka 



( tu dekhta rahe aur duniya hamein saza de 

kya jurm hai mohabbat itana zara bata de )  -2 

manzil pe kyon luta hai 

manzil pe kyon luta hai har kaarawaan kushi ka 



o aasmaan waale shikwa hai zindagi ka 

sun daastaan gam ki afsaana bebasi ka 



( itni si iltija hai tujhse meri dua ki 

allaah sharm rakhna duniya mein tu wafa ki )  -2 

hota hai maut hi to 

hota hai maut hi to anjaam zindagi ka 



o aasmaan waale shikwa hai zindagi ka 

sun daastaan gam ki afsaana bebasi ka
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Indonesian

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found