Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar - Mujhe Dard Rehta Hai lyrics

Your rating:
mujhe dard rehta hai

dil mein dard rehta hai

achha

mujhe bhuk nahi lagti

mujhe pyas nahi lagti

baapre

saara din tadapti hu

saari raat jagti hu

jaane kya hua mujhko

koi de dawa mujhko

mujhe dard rehta hai

dil mein dard rehta hai

mujhe bhuk nahi lagti

mujhe pyas nahi lagti

saara din tadapti hu

saari raat jagti hu

jaane kya hua mujhko

koi de dawa mujhko

mujhe dard rehta hai

dil mein dard rehta hai

toh hari naam ko jaap ke gangajal pee lena

arey toh hari naam ko jaap ke gangajal pee lena

pee kar phir aaram se jani jug jug jee lena

yadi phir bhi na mile tujhe aaram

toh raksha kare teri siyaraam

siyaraam...





(teri dillagi hai hai hai 

ek aankh na bhaaye bhaaye bhaaye) - 2

mujhe rog bhari hai hai hai

teri bekaraari hai hai hai 

jab dil dhadakta hain jaise dank lagta hai

jiya talmalata hain rab yaad aata hai

teri dillagi hai ek aankh na bhaaye

hai bura aankh ka rog sundari sudh iski lena - 2

surmaa bandh shaam saver lena

yadi phir bhi ho wahi subaho shaam 

toh raksha kare teri siyaraam

siyaraam...



hey raam kya hoga najaam kya hoga

aawaz du kisko koi thaam le mujhko

bechain phirti hu uthti hu girti hu

ek saans aati hai ek saans jaati hai

hey raam kya hoga najaam kya hoga

arey jatadhari ke naam baalike ek erassi lena - 2

aur gale mein phanda daalke har dukh se mukti lena

yadi phir bhi na bane tera kaam 

toh raksha kare teri siyaraam

siyaraam...



nahi maut bhi aati tujh se hai ghabrati - 2

main kya buri aaisi jaanu kya main pardesi

???

(arjun -4 mere arjun arjun) - 2

rahi jo yahi uljhan toh ban jaaungi jogan

abhi jaake bazaar re bhagwa chunri le aana - 2

???

yadi phir bhi tu phire dil ko thaam 

toh raksha kare teri siyaraam

siyaraam...



mujhe dard rehta hai

dil mein dard rehta hai

siyaraam

mujhe bhuk nahi lagti

mujhe pyas nahi lagti

siyaaram...
Get this song at:
bol.com
amazon.com

Copyrights:

Author: ?

Composer: ?

Publisher: ?

Details:

Language: Polish

Share your thoughts

This form is protected by reCAPTCHA and the Google Privacy Policy and Terms of Service apply.

0 Comments found